Saturday, April 27, 2024
06:59 PM (GMT +5)

Go Back   CSS Forums > Off Topic Section > Poetry & Literature > Urdu Poetry

Reply Share Thread: Submit Thread to Facebook Facebook     Submit Thread to Twitter Twitter     Submit Thread to Google+ Google+    
 
LinkBack Thread Tools Search this Thread
  #1  
Old Wednesday, March 19, 2008
qayym's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Jan 2008
Location: Wah Cantt
Posts: 569
Thanks: 1,082
Thanked 843 Times in 342 Posts
qayym is a glorious beacon of lightqayym is a glorious beacon of lightqayym is a glorious beacon of lightqayym is a glorious beacon of lightqayym is a glorious beacon of light
Default Aas Barhaney Lagti Hai ...

khiza'n ki udaas subha mein
sardion ki shaamon mein...
Aas barhnay lagti hai
un-kahay say jazbon ki,piyaas barhanay lagti hai
baykali udaasi si, baychain kiyey rakhti hai
kissi kay sath ki, Dil ko tamanna honay lagti hai
yoonhi qadam say qadam mila kar...
kissi kay sath chalnay ko
kissi ka hath thamay...
dheeray say,
Dil ki baat karnay ko,
apna yaqeen dilanay ko
kissi ka yaqeen karnay ko
kissi kay garam hathon ka... haseen sa lamas panay ko
kissi ki mohabbat bhari ankhoon mein khud ko khoj laynay ko
kissi ki narm muskurahat mein khud ko bhool janay koo...
kissi ki mehekti khushboo mein yoon masroor honay ko
kisi kay Dil mein khud ko dhondnay ko... jhaank laynay ko
kisi ki ankhoon ki gehri jheelon mein,
Dil kay samander mein... yaqeen ki lahar pay
aahista say... dheeray, dheeray say
tamaam gahraaiyo'n ko... jaan laynay ko
Mohabbat ki seep mein Apna... Ghar banaanay ko
Wafa kay noor say roshan aik, sacha mooti paanay ko
kissi kay naam pay sadiyaa'n bitaanay ko
kissi ki aas ka bin-baas lainay koo
kissi kay saarey jazbay jaan laynay ko
kissi ko saray jazbay soonp daynay ko
kissi kay gird apna hisaar baandh daynay ko
kissi kay saath ka paband honay ko...
khawaahish honay lagti hai
Tamanna barhnay lagti hai
Sardiyo'n ki shaamon mein
narm garm jazbon ki
talab barhnay lagti hai
aas barhnay lagti hai
un-kahay jazbon ki
piyaas barhanay lagtti hai
__________________
Hai ghanimat kay israr-e-hasti sai hum
Bay khabr aaie hain, bay khabr jaien gain
Q A
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are On
Pingbacks are On
Refbacks are On


Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Judaa Lagti Ho Zirwaan Khan Urdu Poetry 1 Thursday, February 28, 2008 01:48 PM
Shaamain ujarnay lagti hain Last Island Urdu Poetry 0 Thursday, March 29, 2007 08:59 AM
Tohmatain to lagti hain Last Island Urdu Poetry 0 Thursday, January 18, 2007 03:50 AM
"Mujhey Tum Achi Lagti ho" Miss_Naqvi Urdu Poetry 0 Monday, October 16, 2006 11:48 PM


CSS Forum on Facebook Follow CSS Forum on Twitter

Disclaimer: All messages made available as part of this discussion group (including any bulletin boards and chat rooms) and any opinions, advice, statements or other information contained in any messages posted or transmitted by any third party are the responsibility of the author of that message and not of CSSForum.com.pk (unless CSSForum.com.pk is specifically identified as the author of the message). The fact that a particular message is posted on or transmitted using this web site does not mean that CSSForum has endorsed that message in any way or verified the accuracy, completeness or usefulness of any message. We encourage visitors to the forum to report any objectionable message in site feedback. This forum is not monitored 24/7.

Sponsors: ArgusVision   vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.