#1
|
||||
|
||||
Gadagar
aik sakoot aik khaaalla sa hai meri zaat main
halankay har shay say bhara kashkool hai meray haath main aaj jani hai uss jawaher say laday faqeer ke haqeeqat tashnagi-e-ishq hai uss kay din-o-raat main kehnay ko tu khizan aayee ujar gaya sab kuch per teri khushboo hai basi ujray hoye baghat main youn tu har taraf hain bohat loog meri soorat shhnas jo tha meri tabiat say waqif kho gaya kaheen raat main aik waqt tha boaht bakhabar thay hum iss duniya say aab hai faqt tera guman meray sath main. Nazia Niazi |
|
|