#1
|
||||
|
||||
Bata to Sahi
Tere dil main kya hai ek baar bata to sahi !!
Apnaana tere bas main nahi , thukra to sahi !! Mere dard pe teri Khamoshi achi nahi lagti !! Rona tere bas main nahi , muskura to sahi !! Meri kitaab ka har panna teri nazar ka mohtaj hai !! Parhna tere bas main nahi , jala to sahi !! Tere shaher me jab se aye pyase hain hum !! Pani tere bas main nahi , zaher pila to sahi !! Majdhar main la-ke to ne chura hai sath mera !! Bachaana tere bas main nahi ,doba to sahi !! Kab tak rahon ga tujh se milne ka muntazir !! Aana tere bas main nahi , bula to sahi !! ab kyoon karta hai nakaam koshish mujhe nendh se uthane ki !! Jagana tere bus main nahi , dafna to sahi |
|
|
Similar Threads | ||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Download Sahi Muslim and Sahi Bukhari in Urdu | Artemis | References and Recommendations | 0 | Wednesday, September 16, 2009 11:38 PM |
wo boley to sahi | simple_sa_jalal | Urdu Poetry | 0 | Saturday, June 27, 2009 02:47 PM |
Mera dil bhi shauk say todo, ek tajurba aur sahi, | Princess Royal | Urdu Poetry | 0 | Saturday, March 29, 2008 07:14 PM |
Meri zindagi tou firaak hay.. woh azal say dil may makee..n sahi | Leonidas | Urdu Poetry | 0 | Monday, January 02, 2006 10:00 AM |