Sunday, May 26, 2024
06:31 AM (GMT +5)

Go Back   CSS Forums > Off Topic Section > Poetry & Literature > Urdu Poetry

Reply Share Thread: Submit Thread to Facebook Facebook     Submit Thread to Twitter Twitter     Submit Thread to Google+ Google+    
 
LinkBack Thread Tools Search this Thread
  #1  
Old Saturday, June 10, 2006
sardarzada11's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Mar 2006
Location: Islamabad/ Lahore
Posts: 607
Thanks: 0
Thanked 54 Times in 49 Posts
sardarzada11 is on a distinguished road
Default Kiya hai jissay piyaar hum nay zindgii key tarah

Kiya hai jissay piyaar hum nay zindgii key tarah
Woh ashnaa bhi milaa hum say ajnabii key tarah

Barhaa kay piyaas mere us nay haath choor diya
Woh ker rha tah muravat bhi dil lagii key tarah

Kissay khabar the barhay ge kuch aur taarekey
Chupay ga woh kissey badley main chandnii key tarah

Kabhii na sochaa tah hum nay qateel us kay liye
Karay ga hum pay sitam woh bhi her kissey key tarah


Regards,
Sardarzada
__________________
God is dead! God remains dead! And we have killed him! How shall we console ourselves, the most murderous of all murderers? The holiest and the mightiest that the world has hitherto possessed, has bled to death under our knife....
Reply With Quote
  #2  
Old Monday, June 12, 2006
sardarzada11's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Mar 2006
Location: Islamabad/ Lahore
Posts: 607
Thanks: 0
Thanked 54 Times in 49 Posts
sardarzada11 is on a distinguished road
Default Apnay hoonton par sajana chahtaa hoon

Apnay hoonton par sajana chahtaa hoon
Aa tujhay gungunana chahta hoon tujhay

Koi ansoo teray daaman per gir ker
Boond ko mooti banana chahta hoon

Thak gaya main kertay kertay yaad tujh ko
Ab tujhay main yaaad aanaa chahtaa hoon

Chaa rhaa hai saarey bastii main andheraa
Rooshnii hooo ghar jalana chahtaa hooon

Akhrii hijkiii teray zanooo pe aaie
Mout bhi main shairaana chahtaa hoon


Regards,
Sardarzada
__________________
God is dead! God remains dead! And we have killed him! How shall we console ourselves, the most murderous of all murderers? The holiest and the mightiest that the world has hitherto possessed, has bled to death under our knife....
Reply With Quote
  #3  
Old Monday, June 12, 2006
sardarzada11's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Mar 2006
Location: Islamabad/ Lahore
Posts: 607
Thanks: 0
Thanked 54 Times in 49 Posts
sardarzada11 is on a distinguished road
Default Dil ko ghum-e-hayat gavaraa hai in dinoon

Dil ko ghum-e-hayat gavaraa hai in dinoon
Pehlay jo dard tah wohi chara hai in dinoon

Yeh dil zara sa dil terey yaad main khoo gaya
Zaray ko aandhiyon ka saharaa hai in dinoon

Tum aa sakoo tu shab ko barhaa doon kuch aur bhi
Apnay kahey main subaah ka tara hai in dinooon




Regards,
Sardarzada
__________________
God is dead! God remains dead! And we have killed him! How shall we console ourselves, the most murderous of all murderers? The holiest and the mightiest that the world has hitherto possessed, has bled to death under our knife....
Reply With Quote
  #4  
Old Monday, June 12, 2006
sardarzada11's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Mar 2006
Location: Islamabad/ Lahore
Posts: 607
Thanks: 0
Thanked 54 Times in 49 Posts
sardarzada11 is on a distinguished road
Default Hijr key pehley shaam kay saaye!

Hijr key pehley shaam kay saaye door ufaq tak chaaye the
Ham jab us kay sehr say niklay sab rastay saath laey the

Jaanay who kiya sooch raha tah apnay dil main saarey raat
Piyaar key baat kertay kertay us kay nain bhar aaye the

Meray undar chaley the aandhey theek usii din pat gher key
Jis din aapnay joorey main us nay kuch phool saajay the

Us nay kitnay piyaar say apna kufr diya nazraanay main
Hum apnay emaan ka soada jis say kernay aaye the

Kissay jaatey meray badan say beetay lamhoon key khashboo
Khwaabon key is bastii main kuch phool meray hamsaaye the

Kissa piyara manzar tah jab dekh kay apnay saathi ko
Pair pay baithey ik chiryaa nay apnay par phelaaye the

Rukhsat kay din bheegi aankhon us ka who kehna haye qateel
Tum ko loat hey jaana tah tu iss nagrii kyon aaye the



Regards,
Sardarzada
__________________
God is dead! God remains dead! And we have killed him! How shall we console ourselves, the most murderous of all murderers? The holiest and the mightiest that the world has hitherto possessed, has bled to death under our knife....
Reply With Quote
  #5  
Old Monday, June 12, 2006
sardarzada11's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Mar 2006
Location: Islamabad/ Lahore
Posts: 607
Thanks: 0
Thanked 54 Times in 49 Posts
sardarzada11 is on a distinguished road
Default Joo bhi ghunchaa teray hoonton pay khilaa kerta hai

Joo bhi ghunchaa teray hoonton pay khilaa kerta hai
Woh mere tangii-e-damaan ka gilaa kerta hai

Dair say aaj mera sir hai teray zanoo per
Yeh who rutbaa hai joo shahoon ko mila kerta hai

Main tu baitha hoon dabaye howii tufaan ko
Tu meray dil kay dhraknay ka gila kerta hai

Raat yoon chaand ko dekha hai nadii main raqsaan
Jissay jhoomer teray maathay pay hilaa kerta hai

Koun kaafir tujhay ilzaam-e-taghaful day ga
Joo bhi kerta hai mohabbat ka gilla kerta hai



Regards,
Sardarzada
__________________
God is dead! God remains dead! And we have killed him! How shall we console ourselves, the most murderous of all murderers? The holiest and the mightiest that the world has hitherto possessed, has bled to death under our knife....
Reply With Quote
  #6  
Old Monday, June 12, 2006
sardarzada11's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Mar 2006
Location: Islamabad/ Lahore
Posts: 607
Thanks: 0
Thanked 54 Times in 49 Posts
sardarzada11 is on a distinguished road
Default Angraaye per angraaye laitey hai raat judaii key

Angraaye per angraaye laitey hai raat judaii key
Tum kia samjho tum kia jaano baat mere tanhai key

Koun sehaaye ghool raha hai waqt kay behtay darya main
Main aankh jukii daikhey hai aaj kissey herjaai key

Wisl key raat najaaney kyon israar tah un ko jaanay per
Waqt say pehlay doob gaye taaron nay barey daanai key

Urtay urtay aaas ka punchii dooor ufaq main doob gaya
Rootay rootay baith gaye aawaaz kissey soodaii key




Regards,
Sardarzada
__________________
God is dead! God remains dead! And we have killed him! How shall we console ourselves, the most murderous of all murderers? The holiest and the mightiest that the world has hitherto possessed, has bled to death under our knife....
Reply With Quote
  #7  
Old Monday, June 12, 2006
sardarzada11's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Mar 2006
Location: Islamabad/ Lahore
Posts: 607
Thanks: 0
Thanked 54 Times in 49 Posts
sardarzada11 is on a distinguished road
Default Germii-e-hasrat-e-nakaam say jal jaatay hain

Ham chara goon key tarah shaam say jal jaatay hain

Bach nikaltay hain ger aatah-e-siyaad say hum
Shoola-e-aatish-e-gulfaam say jal jaatay hain

Khud numaye tu nahii sheeva-e-arbaab-e-vafa
Jin ko jalna hoo who araam say jal jaatay hain

Shama jis main jaltey hai numaaish kay liye
Hum usii aag main gum naam say jal jaatay hain

Jab bhi aataa hai mera naam teray naam kay saath
Jaanay kyon looog mere naam say jal jaatay hain

Rabtaa bahim pay hain kiya Na kahain gay dushman
Aashnaa jab teray paighaam say jal jaatay hain



Regards,
Sardarzada
__________________
God is dead! God remains dead! And we have killed him! How shall we console ourselves, the most murderous of all murderers? The holiest and the mightiest that the world has hitherto possessed, has bled to death under our knife....
Reply With Quote
  #8  
Old Monday, June 12, 2006
sardarzada11's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Mar 2006
Location: Islamabad/ Lahore
Posts: 607
Thanks: 0
Thanked 54 Times in 49 Posts
sardarzada11 is on a distinguished road
Default Hasrat rang aaie the dil ko laga kay lay gaye

Hasrat rang aaie the dil ko laga kay lay gaye
Yaad the apnay aap ko yaad dilaa kay lay gaye

Khaema gah-e-feraaq say khaema gah-e-wesaal tak
Eik udaas sey ada mujh ko mana kay lay gaye

Hijr main jal raha tah main aur pighal raha tah main
Eik khunk sey roshanii mujh ko bujha kay lay gaye

Eik shameem pur khayal shehr-e-khayal say hamain
Khwaab dekha kay laye the khwaab dekha kay lay gaye

Mehfil-e-rang-e-toor main khooon-e-jiger tha chahye
Who mere noosh ab mujhay zehr pilaa kay lay gaye

Tu kabhii sochna bhi mut kay tu nay ganvaa diya mujhay
Mujh ko mere khayal key mooj baha kay lay gaye



Regards,
Sardarzada
__________________
God is dead! God remains dead! And we have killed him! How shall we console ourselves, the most murderous of all murderers? The holiest and the mightiest that the world has hitherto possessed, has bled to death under our knife....
Reply With Quote
  #9  
Old Monday, June 12, 2006
sardarzada11's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Mar 2006
Location: Islamabad/ Lahore
Posts: 607
Thanks: 0
Thanked 54 Times in 49 Posts
sardarzada11 is on a distinguished road
Default Mill ker juda hove tu

Mil ker juda hove tu na sooya karain gay hum
Ik doosray key yaad main rooya karain gay hum

Ansoo chalak chalak kay satayn gay raaat bhar
Mooti palak palak main proya karain gay hum

Jab dooryon key aag diloon ko jalaye ge
Jismoon ko chandnii main beghoya karain gay hum

Ger day gaya dagha hamain tufaan bhi qateel
Saahil pay kashtiyon ko doboyaa karain gay hum


Regards,
Sardarzada
__________________
God is dead! God remains dead! And we have killed him! How shall we console ourselves, the most murderous of all murderers? The holiest and the mightiest that the world has hitherto possessed, has bled to death under our knife....
Reply With Quote
  #10  
Old Monday, June 12, 2006
sardarzada11's Avatar
Senior Member
 
Join Date: Mar 2006
Location: Islamabad/ Lahore
Posts: 607
Thanks: 0
Thanked 54 Times in 49 Posts
sardarzada11 is on a distinguished road
Default Preshaan raat saarey hai sitaroo tum tu soo gao

Preshaan raat saarey hai sitaroo tum tu soo gao
Sakoot-e-marg tarey hai sitaroo tum tu soo gao

Hansoo aur hanstay hanstay doobtay gao khayaloon main
Hamain yeh raat bharey hai sitaroo tum tu soo gao

Tumhain kiya aaj bhi koi ager milnay nahii aayaa
Yeh bazii hum nay haarey hai sitaroo tum tu soo gao

Kahey jaatay hoo roo roo kay hamara haal dunya say
Yeh kaisey raaz daarey hai sitaroo tum tu soo gao

Hamain tu aaj key shab poo phatnay tak jaagna hai
Yahii kismat hamari hai sitaroo tum tu soo gao

Hamain bhi neend aa gaye ge hum bhi soo hey gyan ge
Abhii kuch beqararey hai sitaroo tum tu soo gaoo



Regards,
Sardarzada
__________________
God is dead! God remains dead! And we have killed him! How shall we console ourselves, the most murderous of all murderers? The holiest and the mightiest that the world has hitherto possessed, has bled to death under our knife....
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are On
Pingbacks are On
Refbacks are On


Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Aasman kab tairi aankhoo地 ki tarah hota hai qayym Urdu Poetry 0 Friday, May 22, 2009 03:29 AM
furqat meiN wohi shakhs azaaboN ki tarah hai Future Urdu Poetry 0 Tuesday, May 12, 2009 04:38 PM
Teri Socho Mai Teri Soch Ke Mehver Mai Kiya Hai Princess Royal Urdu Poetry 0 Sunday, September 21, 2008 08:30 AM
Jissay Piyaar Tu Nay Samjh Liya, Woh Azaab Tha.... Amin Mirza Urdu Poetry 0 Tuesday, March 20, 2007 07:53 PM


CSS Forum on Facebook Follow CSS Forum on Twitter

Disclaimer: All messages made available as part of this discussion group (including any bulletin boards and chat rooms) and any opinions, advice, statements or other information contained in any messages posted or transmitted by any third party are the responsibility of the author of that message and not of CSSForum.com.pk (unless CSSForum.com.pk is specifically identified as the author of the message). The fact that a particular message is posted on or transmitted using this web site does not mean that CSSForum has endorsed that message in any way or verified the accuracy, completeness or usefulness of any message. We encourage visitors to the forum to report any objectionable message in site feedback. This forum is not monitored 24/7.

Sponsors: ArgusVision   vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.