CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Urdu Poetry (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/poetry-literature/urdu-poetry/)
-   -   Mein Pal do Pal ka shayir hun..Pal do pal meri Kahani hai:) (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/poetry-literature/urdu-poetry/49883-mein-pal-do-pal-ka-shayir-hun-pal-do-pal-meri-kahani-hai.html)

Farrah Zafar Tuesday, June 07, 2011 12:28 PM

[FONT="Comic Sans MS"][SIZE="3"][QUOTE=Mao Zedong;316460]Your poetry is[B] not bad[/B], keep up the good work. I wish you could take the place of Parveen Shakir as you have a few things in common with her like CSS, M.A. English literature and last but not the least – inclination towards Urdu Poetry.[/QUOTE]

Not bad..nor good:evil.
Thankyou Mao for your good wishes:)
I don't want to become Parveen shakir:nono.three reasons;
1)She suffered a lot in her personal life.
2)Every person has his own individuality
3)We already have EAGER PARVEEN.She has earned this title:evil

@Mahvish I know tumhari poetry hai.sirf aik ghazl he post ker do:unsure:

@All The poetry which I'm sharing here,was written mostly between age of 16 to 19 years and it is just catharsis of a teenager over-sensitive girl jisay dantt parti:wait tou us pe shayiri ki dharra dharr aamad honay lagti thi:blush: so "bachi samjh k muaf ker dena":evil
aur jo mera asal khazana poetry hai,ofcourse that I'm not going to share here that you can see only in my book:shy:vic[/SIZE][/FONT]

andleeb Akhter Wednesday, June 08, 2011 07:54 AM

@farrah
yaar dil khush ho gya k apny jaisa koi aur b hai,,,,,,,,,:blush:
kya thread hai dil khush kerny wala
your work is nice ,,,,,,

ye meri aik ghazal k 2 shair
umeed hai hosla afzai ho gi aur churany wala ka monha kala..........
yes u people have to comment

[COLOR="DarkOrchid"]"Mily kamyabi tujy har qadam per
main bas yahi ik harf e dua likh rhi honn
ager hai ye teri khushi jane e jana'an
main khud ko tery se juda likh rahi hoon
na chahat na ulfat na koi wafa ho
main apny liay ye saza likh rahi hoon.............[/COLOR].baqi ghazal meri book mein mulahiza fermayiay ga jo "farrah" ki tarah css k baad compile kerny ka irada hai:))

Farrah Zafar Wednesday, June 08, 2011 02:11 PM

[FONT="Comic Sans MS"][SIZE="4"][QUOTE=andleeb Akhter;316997]
[COLOR="DarkOrchid"]"Mily kamyabi tujy har qadam per
main bas yahi ik harf e dua likh rhi honn
ager hai ye teri khushi jane e jana'an
main khud ko tery se juda likh rahi hoon
na chahat na ulfat na koi wafa ho
main apny liay ye saza likh rahi hoon.............[/COLOR].baqi ghazal meri book mein mulahiza fermayiay ga jo "farrah" ki tarah css k baad compile kerny ka irada hai:))[/QUOTE]

zahay naseeb...ap aye bahaar ayi:8:..hahaha @ churanay walay ka moun kala ..Nice poetry dear.Keep it up:)

Meer Taqi Meer ki ghazal ki mein ne parody likhi thi jab mein Fsc mein thi..aur Biology ki class ho rahi thi:dd..Sir ka parhanay ka andaz bohat bore tha,un nazuk lamhaat mein "aamad" hui aur mein ne Meer ki ghazal ka post-mortem ker daala.

Meer Sahab se intehai muazraat k sath:(:(
[CENTER]ghazal ye wali thi;
[/CENTER]
[COLOR="Sienna"][CENTER]Ashq Aankhon Mein Kab Nahin Aata
Lahu Aata Hai Jab Nahin Aata[/COLOR]

[SIZE="4"][U][CENTER]Parody[/CENTER][/U][/SIZE]
[COLOR="DarkGreen"]Maizba'an ghar mein kab nahi aata?
Mehma'an aata hai jab nahi aata

Hosh jata nahi raha lekin
begam ka danda barsay tab nahi aata:evil

Sheeda tha gali aik meraasi,
so wo muddat se ab nahi aata,

bohat mehangi pari nand ki saalgirah:wait
Giryaa kuch be'sabab nahi aata:cry

B.A hona shart hai assembly ki werna
baat ka kis ko dhabb nahi aata:busy

Zero k bulb se ker rahi hun guzara,
kyon 100 volt ka bulb nahi aata?:?[/CENTER][/COLOR]

(ab tou 100 volt ka bulb b decoration k kaam e aata hai kiun k light tou hoti nae:evil)[/SIZE][/FONT]

Farrah Zafar Wednesday, June 08, 2011 02:35 PM

This thread is only for "personal" poetry.

Rajai Wednesday, June 08, 2011 03:01 PM

[SIZE="4"][COLOR="blue"]kuch yun tery ishq mein fida ho gaye hum
khud apny hi tan say juda ho gaye hum

rahe-ulfat mein diye itnay zakhm zamany ne
aghaaz-e- ishq mein hi ladawa ho gaye hum

jab say tujhay iman banaya hum ne ay sanam
log yeh samjhay ke gumrah ho gaye hum

zamany ki bato ka mujhay gham nahi ay dilbar
aah! teri nazar mein hi bewafa ho gaye hum

apni halat-e-zar ko bayan kis say krein rajai
teray baad to jesay bilkul tanha ho gaye hum[/COLOR][/SIZE]


ye dil ki awaz hai no funny comments plz:nono:nono:nono:)):)):))

dr tariq Wednesday, June 08, 2011 03:54 PM

[quote=farrah zafar;317137]this thread is only for "personal" poetry.[/quote]
[color="blue"][color="red"][/color][/color]
[b][/b]
tery tasveer zamanay say chupaon kasy.
Apni ankhun main naya rang main laon kasy.
Main tjy dekhun mjy dekhen hen hazarun ankhen.
Itni ankhun ky bta tab main laon kasy.
Tu zamanay ky tarah mujh say gurezan keun ha.
Rang jo tu nay bharay han wo mitaon kasy.
Tu mjy yad na ay to koi bat nahin.
Hadsa per dard.e.muhabat ka bhulaon kasy.
Tery hoty hoe lut jae mera sehn.e.chaman
tery azmat kay bta geet main gaon kasy
pas.e.zindan hun rasan basta ghutan ha humdum
main tjy hal e dil e zar sunaon kasy
tum mery pass thy us nay to faqt ye dekha
tum mery kia thy zamany ko baton kasy
chal rhy han bari bedard hawaen saif
ghup andhera ha koi deep jalaon kasy.......its mine.....i little effort to contribute towards a thread.....and realy nice to see poeple with poetic touch here.....dr tariq saif

Farrah Zafar Thursday, June 09, 2011 11:06 PM

[CENTER][SIZE="4"][COLOR="Navy"]Zindagi hoti sirf sanjog ay khudaya,

shadyanay he bajatay log ay khudaya,

lagta na Maan ko kabhi rog ay khudaya,

beti na hoti baayis e sog ay khudaya:sad[/COLOR][/SIZE]
[U][SIZE="3"][B]
By Farrah Zafar[/B][/SIZE][/U][/CENTER]

Fading Glimpse Thursday, June 09, 2011 11:31 PM

[B][CENTER][FONT="Comic Sans MS"][SIZE="4"][COLOR="DarkOrchid"]jab mosam batein krty hon
barish me phool nikharty hon
tum aa jana.....
jab chiryon sy angan chehkay
jab phool khilein ore ghr mehkay
jab rahein phoolon sy dhak jaein
jab ankhein khud sy chhalak jaein
jab raat dhalay subho aye
jab yaad meri tumko aye
ya kaan pry manoos sdaa
khwah bujhnay lagay ankhon ka dia.....
TUM AA JANA[/COLOR][/SIZE][/FONT][/CENTER][/B]
[B]By JiaShah[/B]

nuzhat fatima Thursday, June 30, 2011 03:47 PM

[COLOR="Pink"][COLOR="Red"][COLOR="Magenta"]g me ata hy
mein....
apni band muthion me
jugni ki roshni
chand ki chandni
sard hawa ka jhonka
barish ki pehli boond
shabnam ki nami
titli ki uran
qos e qaza ky rang
tarooron ki timtemahat
bulbul ka geet
muhabat ki pyar bhari phli nazar
gulab ki khusbu
sufaid chanbeli.....

dabooch loon
aur jab kholoon
har suu
roshni ho
na ghutan, ho na andehra ho
her jaha baad e saba ho
na pyas ho na tashnagi
bas rangoon ki bahar ho
mehki sari fiza ho
muhabat ho khuloos ho
kisi ko is ki na pyas ho
ge me ata hy..........
per
ge ko
kon smajhiay
ye yass hy qiayas hy
aas hy pyas hy
khawab hy khyal hy ..[/COLOR][/COLOR]..........[/COLOR]
[FONT="Arial"]

first thnx to farah nd all are welcome 4 a critical appreciation [/FONT]

Farrah Zafar Thursday, June 30, 2011 10:29 PM

[CENTER][SIZE="5"][COLOR="DarkGreen"]be'taab hain meri aankhen ashk barsanay ko,

ye duniya mujhe ronay ki ijaazat nahi deti.!![/COLOR]

[U]Farrah Zafar[/U][/SIZE][/CENTER]


11:59 AM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.