#1
|
|||
|
|||
Ro Paro Gay
Bahar rut m uhar raste,
tak'ka karo ge to ro paro gay Kisi se milney ko jab b Mohsin, saja karo gay to ro paro gay Tmare wadon ne yaar muj ko, tanha kia he kuch is tarah se k zindage m jo pir kisi se, aisa karo gay to ro paro gay Main janta hon meri muhabat, mar de gi tme b aise k chan raton m ab kisi se, mila karo gay to ro paro gay Barasti barish mein yad rakhna, tmein sataen ge meri ankhen kisi wali k mazar par jab, dua karo gay to ro paro gay |
The Following User Says Thank You to A2AD For This Useful Post: | ||
Muhammad Arif Shah (Friday, August 12, 2011) |
|
|