#1
|
|||
|
|||
khawhish
khawahish
jab bhi jis mor pe jis pal mughay chahoo ge tum mra nam pukaro main chala auuon ga wo kahin barf utarne ka koi mausam ho ya kabhi aag main jalne ka koi lamha ho tum mra nam pukaro main chala auuon ga jab hawain kisi taufan ki khabr dain tum ko aur ye rahain bhi kahin choor dain tanha tum ko tum mera nam pukaro main chala auuon ga tum bahoot door sahi mugh ko guman rehta hai tum kahin toot gae o main bikhar joan ga tum mra nam pukaro main chala auuon ga |
|
|