Tuesday, May 07, 2024
03:23 PM (GMT +5)

Go Back   CSS Forums > Off Topic Section > Poetry & Literature > Urdu Poetry

Reply Share Thread: Submit Thread to Facebook Facebook     Submit Thread to Twitter Twitter     Submit Thread to Google+ Google+    
 
LinkBack Thread Tools Search this Thread
  #1  
Old Monday, December 11, 2006
Fouzia Malik Awan's Avatar
Member
 
Join Date: Nov 2006
Location: Islamabad
Posts: 31
Thanks: 4
Thanked 12 Times in 7 Posts
Fouzia Malik Awan is on a distinguished road
Default December

(ABI TU DECEMBER BAQE HEY)

iss say pehlay !!!
k kuch na kehnay ka malaal
zindagi weraan ker day
DECEMBER ki in jaati ghareyoun ko
rook lou
or keh dalou
wo sarey lafz
jinhein sanbhaltey sanbhaltey
kitnay pal roth say gey hein
SUNO
abi tu DECEMBER baqe hey
mager guzar geya
TU DECEMBER LOT.TA NAHI,
__________________
*Mere Zaat zara e Binishan*
*!* Fouzia Malik Awan*!*
Reply With Quote
  #2  
Old Monday, December 11, 2006
Fouzia Malik Awan's Avatar
Member
 
Join Date: Nov 2006
Location: Islamabad
Posts: 31
Thanks: 4
Thanked 12 Times in 7 Posts
Fouzia Malik Awan is on a distinguished road
Default DECEMBER ka TAWAN

(DECEMBER KA TAWAN # 3)


ye theek hey
1 dosrey ko ab kabhi Wish nahi kerna
or na he kise yaad per kud ko
ab beqaraar kerna hey
apnay apnay andar
1 dosrey ko Maar k
kaam dunia k badastoor jare he rakhnay hein
mager eik mudaat say
tumharey is feslay ki laaj rakh k
1 he daaeray mein
kud ko mehdood rakha hey mein nay
mager
kiya mein ye poch sakhta hon?????
k is jaatey DECEMBER mein
TUMHEIN wapas MUJH tak lotnay ko
Kitnay Decembaroun ka TAWAN chaheye???????

By-Fouzia Malik Awan
__________________
*Mere Zaat zara e Binishan*
*!* Fouzia Malik Awan*!*
Reply With Quote
  #3  
Old Monday, December 11, 2006
Fouzia Malik Awan's Avatar
Member
 
Join Date: Nov 2006
Location: Islamabad
Posts: 31
Thanks: 4
Thanked 12 Times in 7 Posts
Fouzia Malik Awan is on a distinguished road
Default

( DECEMBER ka he kheyal ker lou)

kiya haal hey tumhara?
kiya abi tak naraaz ho?
pichlii batoun ko yaad rakh k
aanay walay lamhoun ko younhi berang karougi
suno
in sab batoun ko
or tumhare her her narazgi ko
phir kabhi DISCUSS karein gey
mager aaj
DECEMBER k in guzartey lamhoun ka he
kheyaal ker lou
or SULA ker lou
k naraazgi bot deer rahey
ACHA NAHI HOTA

Fouzia's POETRY 3,
__________________
*Mere Zaat zara e Binishan*
*!* Fouzia Malik Awan*!*
Reply With Quote
  #4  
Old Monday, December 11, 2006
Fouzia Malik Awan's Avatar
Member
 
Join Date: Nov 2006
Location: Islamabad
Posts: 31
Thanks: 4
Thanked 12 Times in 7 Posts
Fouzia Malik Awan is on a distinguished road
Default

(Tumharey KHOO janay k baad)

bot arsay baad
onhi rastoun say guzartey hoy
tumhare aahatoun ko mehsos kiya hey
kitnay he darakhtoun pey chidhay namoun mein
2 manoos harfoun ko BOUT talasha hey
band kamray mein rakhi RAK per
gird say uti hoe kitaboun mein
BLACK DIRAY deakh k
tumharey honay a kud ko eik aehsas sa dilaya hey
or bout arsay baad
DECEMBER ki in jaati saatoun mein
tumhein POST na kernay walay
MISSING U ON DECEMBER k
kitnay he CARDS merey ass pas bikhrey hein
sab kuch wesa he hey
jesay TUMHAREY HOTEYYYYYYYYYYY hoy tha
bas eik KAMI hey
or jo sab pey bhare hey
k TUM nahi ho


Fouzia's POETRY 4
__________________
*Mere Zaat zara e Binishan*
*!* Fouzia Malik Awan*!*
Reply With Quote
  #5  
Old Monday, December 11, 2006
Fouzia Malik Awan's Avatar
Member
 
Join Date: Nov 2006
Location: Islamabad
Posts: 31
Thanks: 4
Thanked 12 Times in 7 Posts
Fouzia Malik Awan is on a distinguished road
Default

(MOHABAT KERNAY WALAY)

Kaha tha naa
mohabat kernay walay
bas eik baar he miltey hein
qadar na karou tu
rul jaatey hein
mit jaatey hein
khoo jaatey hein
bassssssssss miltey nahi
ab jo DECEMBEROUN mein
pehroun rotey ho
pehlay socha hota
k her DECEMBER
MUJHAY TU FAQT UDDAS KERTA HEY
meger
TUMHEIN PEHROUN RULATA HEY
koe tu DARD hey
jo tumhein becheneyoun ki nazar kiy hey
zara sochou
KISAY KHONAY KA MAATAM
tum or december kertey ho
SAB kehna
MAGER MOHABBATTTTTTTT nahi
k mohabat KHOE nahi jaati
HAAN
mohabat kernay walay khoo jatey hein
or ab khoo ker mujhay
tum dhondhou b tu
KIYAAAAAAAAAAAAA????????????
kaha tha na
DECEMBER DARD HEY,
orrrrr DARD rulata tu hey,

fouzia's poetry 5
__________________
*Mere Zaat zara e Binishan*
*!* Fouzia Malik Awan*!*
Reply With Quote
  #6  
Old Monday, December 11, 2006
Fouzia Malik Awan's Avatar
Member
 
Join Date: Nov 2006
Location: Islamabad
Posts: 31
Thanks: 4
Thanked 12 Times in 7 Posts
Fouzia Malik Awan is on a distinguished road
Default

(AANA OR DECEMBER)

janta hon
DECEMBER ki
in thandhi shamoun mein
tum nay kitnay he murjhaaey hoy pholoun ko
apnay hathoun mein samaita hoga
or phir nhein hamesha k liy
mehfooz ker liya hoga
tumhare dostoun nay
merey mutalik
ZAROR POCHA HOGA
k mein nay
DECEMBER ki UDAS ghareyoun mein
SAD DECEMBER ka card bheja hoga
or tum nay beshakta
koe bahana bana dala hoga
mager ye na bataya hoga
k tumhare kud sakhta AANAEIN
tumhein pehrey mein liy hein
JANTA hon
Black diary say gilay shikay hoy hon gey
mager ye tu teh hey naaaaaa
iss dooori
iss AANA mein
mera koe qasoor nahi
najaanay kitnay DECEMBEROUN KA TAWAN day k b
mein tumhare UDDASE nae khared paaya
mein is baar b muntazir hon
decemberoun k iss safar mein
kahein ye december b na rooth jaaey
MERA SATH DAY DOUUUUUUU.

fouzia's poetry 6
__________________
*Mere Zaat zara e Binishan*
*!* Fouzia Malik Awan*!*
Reply With Quote
  #7  
Old Thursday, January 04, 2007
Junior Member
 
Join Date: Jan 2007
Posts: 5
Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Tahir Mumtaz Khan is on a distinguished road
Default

aaj jaane kii zid na karo


aaj jaane kii zid na karo
yuu.N hii pahaluu me.n baiThe raho
haaye! mar jaaye.ge, ham to luT jaaye.ge
aisii baate.n kiyaa na karo

tum hii socho zaraa kyuu.N na roke tumhe.n
jaan jaatii hai jab uThake jaate ho tum
tum ko apanii kasam jaan-e-jaa.N
baat itanii merii maan lo

waqt kii qaid me.n zindagii hai magar
cha.nd gha.Diyaa.N yahii hai.n jo aazaad hai
in ko kho kar abhii jaan-e-jaa.N
umr bhar na taraste raho

kitanaa maasuum-o-rangiin hai ye samaa
husn aur ishq kii aaj meraaj hai
kal ki kisako Khabar jaane-jaa.N
rok lo aaj kii raat ko

gesuuo.n kii shikan hai abhii shabanamii
aur palako.n ke saaye bhii madahosh hai.n
husn-e-masuum ko jaane-jaa.N
beKhudii me.n na rusvaa karo
Reply With Quote
  #8  
Old Thursday, January 04, 2007
darandaz's Avatar
Member
 
Join Date: Aug 2006
Posts: 50
Thanks: 4
Thanked 3 Times in 3 Posts
darandaz is on a distinguished road
Default

Kash

Kash koi aisa shakhs huwa kare
Jo mere liye bana kare
Jo mere liya saja kare

Kabhi chupke chupke dabe kadam
Mere peche aa ke hansa kare

Kabhi roye jaye be panah
Kabhi be tahasha udas ho

Meri chahatain
Mere muhabbatain
woh yaad rakhai kadam kadam

Aur mai bihoot taweel safar mai hoon
Meri wapsi ki dua kare

Kash koi aisa shakhs hua kare…..
__________________
Brother to brother in arms,in life and death,in peace and war,yours
Bang
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are On
Pingbacks are On
Refbacks are On


Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Pakistan's History From 1947-till present Sumairs Pakistan Affairs 13 Sunday, October 27, 2019 02:55 PM
Fall Of Dhaka kakasepahee Pakistan Affairs 10 Friday, August 21, 2009 07:17 PM
indo-pak relations atifch Current Affairs 0 Monday, December 11, 2006 09:01 PM
The List of UN Members and their date of Membership Miss_Naqvi International Relations 0 Wednesday, August 09, 2006 10:23 PM


CSS Forum on Facebook Follow CSS Forum on Twitter

Disclaimer: All messages made available as part of this discussion group (including any bulletin boards and chat rooms) and any opinions, advice, statements or other information contained in any messages posted or transmitted by any third party are the responsibility of the author of that message and not of CSSForum.com.pk (unless CSSForum.com.pk is specifically identified as the author of the message). The fact that a particular message is posted on or transmitted using this web site does not mean that CSSForum has endorsed that message in any way or verified the accuracy, completeness or usefulness of any message. We encourage visitors to the forum to report any objectionable message in site feedback. This forum is not monitored 24/7.

Sponsors: ArgusVision   vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.