Sunday, June 09, 2024
06:54 PM (GMT +5)

Go Back   CSS Forums > Off Topic Section > Poetry & Literature > Urdu Poetry

Reply Share Thread: Submit Thread to Facebook Facebook     Submit Thread to Twitter Twitter     Submit Thread to Google+ Google+    
 
LinkBack Thread Tools Search this Thread
  #11  
Old Friday, February 09, 2007
Hazeleyes's Avatar
Member
 
Join Date: Feb 2007
Location: RIYADH, SAUDI ARABIA
Posts: 59
Thanks: 3
Thanked 0 Times in 0 Posts
Hazeleyes is on a distinguished road
Default

teray firaaq k lamhay shumar kartay huayrtay huay
bikhar gayey hein tera intizaar kartay huay


mein b khush hon koi us sey jaa k keh dena
agar wo khush hey mujay bey-qaraar kartay huay

mein muskurata hua ainey mein ubroon ga
wo ro peray gi shinghaar kartay huay

wo keh rahi thee samander nahin hein aankhein hein
mein un mein doob gia aitbaar karat huay
Reply With Quote
  #12  
Old Friday, February 09, 2007
Hazeleyes's Avatar
Member
 
Join Date: Feb 2007
Location: RIYADH, SAUDI ARABIA
Posts: 59
Thanks: 3
Thanked 0 Times in 0 Posts
Hazeleyes is on a distinguished road
Default

koi ubar uray kisi qulzam sey
aur bursay meray weeranay ey

koi julta ho koi kurta ho
meray der sey waapis anay pe

koi bethay meray pehlu mein
aur haath rakahy meray shanay pe

aur dabbay dabbay lehjay mein kahey
haan tum ney bohat dukh hein sahay

yun tuhaa chalna khel nahin
chalo saath tumharay chaltay hein
Reply With Quote
  #13  
Old Friday, February 09, 2007
Hazeleyes's Avatar
Member
 
Join Date: Feb 2007
Location: RIYADH, SAUDI ARABIA
Posts: 59
Thanks: 3
Thanked 0 Times in 0 Posts
Hazeleyes is on a distinguished road
Default

mujay her kaam sey pehlay
seher sey shaam sey pehlay
yehi ik kaam karna hey
tumhara naam lena hey
tumhi ko yaad karna hey
k jub b dard peena hey
k jub b zakham seena hey
ghum e duniya sey ghubraa kar
mujay jub jaam pena hey
tumhara naam lena hey
tumhi ko yaad karna hey

tumhari yaad hey dil mein
k ik sayyaad hey dil mein
koi burbaad hey dil mein
ussay abaad karna hey
tumhara naam lena hey
tumhi ko yaad karna hey
Reply With Quote
  #14  
Old Friday, February 09, 2007
Hazeleyes's Avatar
Member
 
Join Date: Feb 2007
Location: RIYADH, SAUDI ARABIA
Posts: 59
Thanks: 3
Thanked 0 Times in 0 Posts
Hazeleyes is on a distinguished road
Default

Aansu jo beh rahey hein inhein behney do
Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehney do


Buhat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloom
Tum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do!


Mila to kia mila tumhein chahney kay baad
Bas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney do


Tum ney to keh dala sab haal-e-dil apna
Ab mujh ko apni daastaan bhi kehney do


Mar gaye auroon kay liye ham AaMiR
Tum apni khatir ham ko Zinda rehney do
Reply With Quote
  #15  
Old Friday, February 09, 2007
Hazeleyes's Avatar
Member
 
Join Date: Feb 2007
Location: RIYADH, SAUDI ARABIA
Posts: 59
Thanks: 3
Thanked 0 Times in 0 Posts
Hazeleyes is on a distinguished road
Default

Itna hi yad rakha mujhay

Jaisay Kisi kitab main

Bitay dinoon kay dost ka

Aik khat para huwa milay

Lafz mitay mitay say hoon

Rang URA URA sahi

Lakin who ajnabi Na ho

Uth kar tairay galay lagay

Bhoolay huway tamam dukh

Guzray huway tamam such

Beetay huway dinoon ki sab katha

Tujh say kahay or ro paray

Itna hi yad rakha mujhay

Beetay dinoon kay dost ka

Jaisay kay koi khat hoon main

Rakha huwa kitab main
Reply With Quote
  #16  
Old Friday, February 09, 2007
Hazeleyes's Avatar
Member
 
Join Date: Feb 2007
Location: RIYADH, SAUDI ARABIA
Posts: 59
Thanks: 3
Thanked 0 Times in 0 Posts
Hazeleyes is on a distinguished road
Default

har aik shab taaza azab main guzari....
tumahre bad tumahre he kahwab guzri...
main aik phool hoon wo muj ko rakh k bhol gaya...
tamam umer osi ki kitab main guzari
Reply With Quote
  #17  
Old Friday, February 09, 2007
Hazeleyes's Avatar
Member
 
Join Date: Feb 2007
Location: RIYADH, SAUDI ARABIA
Posts: 59
Thanks: 3
Thanked 0 Times in 0 Posts
Hazeleyes is on a distinguished road
Default

Alame-Tanhai har khushi se mehroom hota hai
Muskura laina bhi yahan bura maloom hota hai

Tanhai ko kya khabar diye zakhmon ka Asar
Ye Woh sitamgar hai jo bara masoom hota hai
Reply With Quote
  #18  
Old Friday, February 09, 2007
Hazeleyes's Avatar
Member
 
Join Date: Feb 2007
Location: RIYADH, SAUDI ARABIA
Posts: 59
Thanks: 3
Thanked 0 Times in 0 Posts
Hazeleyes is on a distinguished road
Default

har din muhabat ka har raat muhabat ki...
hum ahle muhabt main har baat muhabat ki..
hum dard k maron ka itana sa hawala hai...
tanhai hai ghar apna aur zaat muhabat ki..
seeney main utartey hain ilham muhabat k..
ankho se barasti hai barsat muhabat ki..
un hak nasheeno se ronak hai zamney main...
jo bantey phirtey hain khairaat muhabat ki..
dolat k khudaon ne dekhi nahi shaid ..
daman main gareebon k buhtat muhabat ki
har roop main hoti hai eman behar sorat...
kia jeet muhabat ki kia har muhabat ki
Reply With Quote
  #19  
Old Friday, February 09, 2007
Hazeleyes's Avatar
Member
 
Join Date: Feb 2007
Location: RIYADH, SAUDI ARABIA
Posts: 59
Thanks: 3
Thanked 0 Times in 0 Posts
Hazeleyes is on a distinguished road
Default

Thehar jaao ke hairaanii to jaaye
tumhaarii shakl pahachaanii to jaaye

Shab-e-Gam tu hii mahamaa. ban ke aajaa
hamaaray ghar kii viraanii to jaaye

zaraa khul kar bhii ro leneay do ham ko
kay dil kii aag tak paanii to jaaye

balaa se torr Daalo aaiino.n ko
kisii suurat ye hairaanii to jaaye
Reply With Quote
  #20  
Old Friday, February 09, 2007
Hazeleyes's Avatar
Member
 
Join Date: Feb 2007
Location: RIYADH, SAUDI ARABIA
Posts: 59
Thanks: 3
Thanked 0 Times in 0 Posts
Hazeleyes is on a distinguished road
Default

Tery hi dum say tha abaad mera khana_e_Dil
Ab andhera hai yahan Dil bhi jala rakha hai

Payar ka toot gaya apna haseen Taj Mahal
Is main logon nay to ab rasta bana rakha hai
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are On
Pingbacks are On
Refbacks are On


Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
My Favourites Bandit Queen English Poetry 6 Thursday, April 23, 2009 07:23 PM
Student Unions Can Participate In Politics fahad269 Discussion 6 Thursday, April 03, 2008 01:27 PM


CSS Forum on Facebook Follow CSS Forum on Twitter

Disclaimer: All messages made available as part of this discussion group (including any bulletin boards and chat rooms) and any opinions, advice, statements or other information contained in any messages posted or transmitted by any third party are the responsibility of the author of that message and not of CSSForum.com.pk (unless CSSForum.com.pk is specifically identified as the author of the message). The fact that a particular message is posted on or transmitted using this web site does not mean that CSSForum has endorsed that message in any way or verified the accuracy, completeness or usefulness of any message. We encourage visitors to the forum to report any objectionable message in site feedback. This forum is not monitored 24/7.

Sponsors: ArgusVision   vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.