CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Urdu Poetry (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/poetry-literature/urdu-poetry/)
-   -   Share your favourite shair (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/poetry-literature/urdu-poetry/1571-share-your-favourite-shair.html)

marwatone Friday, January 11, 2008 02:33 AM

[SIZE="4"][COLOR="Indigo"][FONT="Comic Sans MS"]Aaao k aik sajda karei aalam-e-madhoshi mein
Log kehtein hai k "Saagar" ko khuda yaad nahi[/FONT][/COLOR][/SIZE]

sara soomro Friday, January 11, 2008 03:42 PM

[B]Qaatel Nay Sar Talab Kiya MOLA Nay Day Diya.
Rakhay Ga Woh Bhi Yaad SakHawat HUSSAIN (A.S)Ki[/B]

Spellcaster Saturday, January 12, 2008 03:38 PM

Wo jo jis kay leya ham ne sari hadain par ker deen
aaj us ne ham say khud keha apni had main raha karo

yun he bay sabab na phira karo kisi sham ghar b raha karo
wo gazal ki sachi kitab hey usay chupay chupkay perha kero

sara soomro Saturday, January 12, 2008 04:50 PM

[B]Raat aankhon main dhali palkoon pay jugnoo aaey
hum hawaoon ki tarhaan ja kay osay choo aaey[/B]
[B]Bas gaee hai meray ehsas main yeh kesi mehek
koe khushboo main lagaoon teri khushboo aaey[/B]

Spellcaster Saturday, January 12, 2008 05:49 PM

yazeediat ne paye hey umer e hayat
hussani tadad main kam sahii,rahain gay ta qiyamat

Zirwaan Khan Saturday, January 12, 2008 11:47 PM

[B]muntazir kab se tahayyur hai terii taqariir kaa
baat kar tujh par gumaa.N hone lagaa tasviir kaa [/B]

sara soomro Sunday, January 13, 2008 12:10 AM

[B][COLOR=#008400][/COLOR][/B]
[B][COLOR=#008400][/COLOR][/B]
[B][COLOR=#008400]Be-Aetebaar waqt pe Jhunjla ke ro parey
Kho ke kabhi ussey tou kabhi Paa ke ro parey
Kab tak kissi ke soug mein rouein gey umer bhur
Hum khud ko kitni baar yeh samjha ke ro parey[/COLOR][/B]

Zirwaan Khan Sunday, January 13, 2008 12:14 AM

[B]Woh bhi kya din thay keh khud ko daykhnay kay waastay
Us ka chehra daykhtay thay aaina hotay huay

Hain bohat taareekiaN is roshni main bhi razi
Aur dum ghutnay laga hay ab hawa hotay huay [/B]

sara soomro Sunday, January 13, 2008 12:19 AM

[B][I][COLOR=#840000][/COLOR][/I][/B]
[B][I][COLOR=#840000][/COLOR][/I][/B]
[B][I][COLOR=#840000]Tujhay kia kahoon aay zindagi, teray eik pal ki khaber nahi
Mai karoon yakeen bhi to kis tarhaan, teri shab ki koi saher nahi
Meri khuwaishoon ka yeh silsila, hai khaan tak yeh khaber nahi
Yeh safar sadi pay muheet hai, meri umar aik paher nahi[/COLOR][/I][/B]

Astute Accountant Sunday, January 13, 2008 12:41 AM

[B]Roz kehta hoon bhool jaaoon ussay
Roz yahi baat bhool jata hoon....... [/B]:)

sara soomro Sunday, January 13, 2008 01:16 PM

[I][COLOR=#0000ff][/COLOR][/I]
[I][COLOR=#0000ff][/COLOR][/I]
[I][COLOR=#0000ff]Achanak phir bachaya hai kisi naadeeda hasti ne
magar kaise hua yeh mojza maloom karna hai
tujhey kuch yaad hai, kal , kab main tujh ko yaad aaya tha
mujhey ! tera waqt-e-dua maloom karna hai[/COLOR][/I]

Shaa-Baaz Sunday, January 13, 2008 04:51 PM

yo to katy hovy sir b pary thy loghoo k
ma dondh k bazoo sameeat laya hoon

sara soomro Sunday, January 13, 2008 07:56 PM

[I][COLOR=#008400]Maire chara gar ko naveed ho,saf-e-dusman ko khabar karu[/COLOR][/I][COLOR=#008400]
[I]Jo wo karz raktey they jaan per, wo hisaab aaj chuka diya[/I]
[I]Karu kaj jabeen ye sir kafan maire katliloon ko gumaan na ho[/I]
[I]K Garoor-e-ishq ka baankpan pas marg hum nay bhula diya....[/I][/COLOR]

marwatone Tuesday, January 15, 2008 08:18 AM

[FONT="Comic Sans MS"][SIZE="4"][COLOR="Navy"]Tu khuda hai na mera ishq farishto jaisa
Dono insaan hai to Q itne hijabo mein mile[/COLOR][/SIZE][/FONT]

sara soomro Tuesday, January 15, 2008 07:09 PM

Ham bhi shiksta dil hain pareshan tum bhi ho
Andarr se raiza raiza meri jaan tum bhi ho
Ham bhi hain aik ujray huay sheher ki misaal
Aankhain bata rahi hain k veeran tum bhi ho

mariam_ji Tuesday, January 15, 2008 09:02 PM

rakhe Khuda ne do raste mujhe aazmane k liye
woh chor de mjhe, ya main chor dun use zamane k liye
nahi ki zindagi mein main ne koi bhi neki
par parhi hain chup k kuch namazain use pane k liye

Zirwaan Khan Tuesday, January 15, 2008 09:03 PM

[B]Pareshan ho tum bhi pareshan hain hum bhi
Chalo maekade mein waheen baat hogi[/B]

mariam_ji Tuesday, January 15, 2008 09:09 PM

taiz barish mein kabhi sard hawaon mein raha
aik tera zikr tha jo meri sadaon mein raha
kitne logon se mere gehre marasim they magar
tera chehra hi faqt meri duaon mein raha

Zirwaan Khan Tuesday, January 15, 2008 09:17 PM

[B]
Manzoor agar ho gee ruswayee teree mujh ko
Main beth ke sahil se toofaan utha loon gaa

Naraaz agar wo hain mere nasheman se,
Main apnay nasheman ke tinkon ko hata loon gaa[/B]

sara soomro Tuesday, January 15, 2008 09:42 PM

chashm-e katil thi dushman meri hamesha lekin
jesi ab ho gai qatil kabhi aisi to na thi
Le gaya chheen kar kon tera sabr o qarar
Beqarari tughe ae dil kabhi aisi to na thi

---------------------------



[I][COLOR=#ff00ff][B]Jo Bat Mein Keh Nahi Sakta [/B][/COLOR][/I][COLOR=#ff00ff]
[I][B]Usse Mein Farz Karta Hun[/B][/I]
[I][B]Chalo Mein farz Karta Hun [/B][/I]
[I][B]Mujhe Tumse Muhabbat Hay[/B][/I][/COLOR]

Zirwaan Khan Tuesday, January 15, 2008 09:47 PM

[B]subah ro ro ke shaam hotii hai
shab ta.Dap kar tamaam hotii hai

saamane chashm-e-mast ke saaqii
kis ko parvaah-e-jaam hotii hai[/B]

ThE L@$T Le@F Tuesday, January 15, 2008 10:19 PM

Shaff'faf ho gaien sabhi oonchi havailiyan!
ik jhonpari ki chat na rahi barishoon k bad........:sleep: :sleep:

Zirwaan Khan Tuesday, January 15, 2008 10:23 PM

[B][COLOR="Blue"]mujhako to hosh nahii.n tumako Khabar ho shaayad
log kahate hai.n ki tumane mujhe barbaad kiyaa

vo tujhe yaad kare jisane bhulaayaa ho kabhii
hamane tujh ko na bhulaayaa na kabhii yaad kiyaa [/COLOR][/B]

mariam_ji Tuesday, January 15, 2008 10:27 PM

tere ikhtiyar mein kia nai k mujhe is tarah nawaz de
youn duain meri qabool hon k mere lab pe koi dua na ho

Zirwaan Khan Tuesday, January 15, 2008 10:33 PM

[B]surmaa-e-muft-e-nazar huu.N merii qiimat ye hai
ke rahe chashm-e-Kharidaar pe ehasaa.N meraa

ruKhsat-e-naalaa mujhe de ke mabaadaa zaalim
tere chehare se ho zaahir Gam-e-pinhaa.N meraa [/B]

Wounded Healer Tuesday, January 15, 2008 11:54 PM

TUM ne Musa ko na-haq takleef di, lutf aata agar yaad karte hamein
jin kii ankhoon mein ta'ab-e-nazaara na ho, un ko jalwa dekhane se kia faida

sara soomro Tuesday, January 15, 2008 11:54 PM

[B][COLOR=green][/COLOR][/B]
[B][COLOR=#008000]mosum tha bekarar tumhen sochtay rahay [/COLOR][/B]
[B][COLOR=#008000]kal rat baar baar tumhen sochtay rahay [/COLOR][/B]
[B][COLOR=#008000]barish hoe tu ghar k darechay say lag k ham[/COLOR][/B]
[B][COLOR=#008000]chup chap sogvaar tumhen sochtay rahay ....[/COLOR][/B]

saitzaz Wednesday, January 16, 2008 01:38 PM

Teray Jesi Aankhon Walay ..jab Saahil Pe Jatay Hein
To Lehrein Shor Machati Hein
Lo Aaj Samundar Doob Gaya...!

sara soomro Wednesday, January 16, 2008 03:12 PM

[I][COLOR=#0000ff][/COLOR][/I]
[I][COLOR=#0000ff][/COLOR][/I]
[I][COLOR=#0000ff]Kabi sahilon pe phiren gay to tumhen sipyaan hi batayn gi,
Meri ankh mein jo simat gaya wohi ashk sab se hasein tha.. [/COLOR][/I]
[I][COLOR=#0000ff][/COLOR][/I]
[I][COLOR=#0000ff][/COLOR][/I]
[I][COLOR=#0000ff][/COLOR][/I]
[B]ab k tajdeed-e-wafa ka nahi imkaan jaanaa
yaad kia tujh ko dilaye tera paimaan jaana
youn hi mausam ki ada dekh k yaad aaya hai
kis qadr jald badal jatey hain insan jaana[/B] ....

Zirwaan Khan Wednesday, January 16, 2008 08:51 PM

[B]
barish hoi to ghar k darechay se lagay ham
chup chaap sogwaar tujhay soctay rahay[/B]

Muskan Ghuman Wednesday, January 16, 2008 09:39 PM

[B][COLOR="Purple"]Wo sanso.n kii thakan, wo nigaho.n ka sakoot
Koi rangeen shararat tou nhin
Ham jissay pyar ka andaz samjh baithay hain
Wo tabassam, wo takalum teri aadat tou nhin[/COLOR][/B]

Zirwaan Khan Wednesday, January 16, 2008 09:52 PM

[B]wo phool tha har aankh k guldan main saja hai
main zakham hon rangon main bikhar bhi nahin sakta
wo zest ka masoom piyaamber tha magr main
jeenay ka gunahgaar hon mar b nahin sakta[/B]

sara soomro Wednesday, January 16, 2008 10:52 PM

[I][COLOR=#0000ff][/COLOR][/I]
[I][COLOR=#0000ff][/COLOR][/I]
[I][COLOR=#0000ff]Aaj bhi Shehar mein pagal dil ko teri deed ki Aas rahi
Muddat ki gumsum tanhai Aaj bhi merey paas rahi
Aaj bhi sham udas rahi[/COLOR][/I] .............

irum Wednesday, January 16, 2008 11:34 PM

-Bheegi Hoi Ik Shaam Ki Dahleez Per Bathay
Hum Dil Kay Sulag-nay Ka Sabab Soch Rahay Hain


-Dilbari, Fitnagari, Sehr, Shokhi, Shararat
TERI Aankhon mein sabhi kuch hy MURAVAT k siwa


-Aik baat JUDA mujh mein aik baat JUDA TUJH mein
Mein SAA”yy say jalta hoon TU AAG ka saayya hay


-Lagta hay APNI uljhanain kuch aur barh jain gi
Aj HUMEIN phir KISSI ki SAADGI achi lagi

ThE L@$T Le@F Wednesday, January 16, 2008 11:45 PM

[B][CENTER][COLOR="Blue"]kahin Chand Rahoon mae Khoo gia Kahin Chandni bhi bhatak gai
Mae ChiRaGh wo Bhi BhuJha Howa Meri RaaT kaisy ChaMaK gai
tujhay bhool janay ki koshishien kabhi kamyab na ho sakin
teri yad shakh.e.gulab hai jo hawa chali to lachak gai[/COLOR][/CENTER][/B]

irum Wednesday, January 16, 2008 11:51 PM

Barson k bad dekha, ik shakhs dil-ruba sa
Ab zehen mein nahi hai, per naam tha bhala sa

Abroo khinche khinche se, aankhein jhuki jhuki si
Batein ruki ruki si, lehja thaka thaka sa

Pehle bhi loug aaye kitne hi zindagi mein
Wo har tarha se lekin auron se tha juda sa

sara soomro Thursday, January 17, 2008 12:02 AM

[B][COLOR=#840000][/COLOR][/B]
[B][COLOR=#840000][/COLOR][/B]
[B][COLOR=#840000]Ajnabi Fizaon Main Ajnabi Musfir say
Apnay her ta'aulq ko Daimi samajh lena
oor jab bicharna to mangna duaoon ka
Reet is nagar ki hay oor janay kab say hay[/COLOR][/B]

Waqar Abro Thursday, January 17, 2008 12:37 AM

shama bujh jaaye tu phir jal sakti hy
kashti tu har tooofan se guzar sakti hy
zindagi mein kabhi mayoos na hona
kyun k takdeer tu kabi bhi badal sakti hy.

sara soomro Thursday, January 17, 2008 12:40 AM

[B][COLOR=black]rat youn dil main tari khoi hui yad aayi[/COLOR][/B]
[B]jaise virane main chupkay say bahar aa jaey[/B]
[B]jaise sahraon main hulay say chalay baad-e-naseem[/B]
[B]jaise bimar ko be-wajah qaraar aa jaye ...[/B]

Zirwaan Khan Friday, January 18, 2008 09:49 PM

[B]Har jaga josh e Muhabbat ka naya aalam huwa
Ankh mein Ansoo , Jigar mein Daagh ,Dil mein gham huwa[/B]


01:46 AM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.