CSS Forums

CSS Forums (http://www.cssforum.com.pk/)
-   Urdu Poetry (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/poetry-literature/urdu-poetry/)
-   -   Share your favourite shair (http://www.cssforum.com.pk/off-topic-section/poetry-literature/urdu-poetry/1571-share-your-favourite-shair.html)

sara soomro Tuesday, January 29, 2008 11:24 PM

Nahin aati tu yaad un ki maheeno'n tak nahin aati..
Magar jab yaad aatey hein tu aksar yaad aatey hein..!!

Zirwaan Khan Tuesday, January 29, 2008 11:57 PM

[B]ek bas tuu hii nahii.n mujhase Khafaa ho baiThaa
mai.n ne jo sa.ng taraashaa vo Khudaa ho baiThaa [/B]

sara soomro Wednesday, January 30, 2008 12:07 AM

[B][COLOR=#0000ff]aaye khuda hasher main na dena mujhy

phir saza koi zindagi jesi !!!!!!!!!!!!!!!!!!!![/COLOR][/B]

Zirwaan Khan Wednesday, January 30, 2008 12:10 AM

Buhut khoob sara

[B]ek cheharaa saath saath rahaa jo milaa nahii.n
kisako talaash karate rahe kuchh pataa nahii.n

shiddat kii dhuup tez havaao.n ke baavajuud
mai.n shaaKh se giraa huu.N nazar se giraa nahii.n [/B]

sara soomro Wednesday, January 30, 2008 12:16 AM

Dayar-e-ghair main kaisay tumhein sada detay
Tu mil bhi jata, tu tujhay gnawa detay
Tumhi nay hum ko sunaya na apna dukh warna
Dua woh kertay k hum aasman hila detay

Zirwaan Khan Wednesday, January 30, 2008 12:19 AM

[B]Kahaaaaan ansoo oon kii yeh Saughaaat hogi
Nae log honge nai baat hogi
Mein hardam yunhi muskurata rahoon ga
Tumhari Muhabbat agar ssaaath hogi[/B]

sara soomro Wednesday, January 30, 2008 12:26 AM

[COLOR=#0000ff][U]thanx tauqeer[/U][/COLOR]




[I][COLOR=#0000ff]osi ny dukh k samandar banay mere liye[/COLOR][/I][COLOR=#0000ff]
[I]kamal shakhs tha kehny ko mera apna tha[/I][/COLOR] .....



ajeeb shakhs ajab hain sakhawatain us ki
charagh deta hay aankhain nikaal laita hay

--------------------------------


[I][COLOR=#008400]dukh bicharnay ka nhi hota[/COLOR][/I][COLOR=#008400]
[I]balkay un rishton kay tootnay ka hota hay[/I]
[I]jo barson ki rafaqat kay baad [/I]
[I]aik pal mein toot jatay hain [/I]
[I]aur hum[/I]
[I]tahi daman reh jatay hain[/I][/COLOR] ....

amy Saturday, February 02, 2008 02:59 PM

[B][COLOR="DarkOrchid"]main samajh jaati hoon magar dair sey............
aur woh baazi jeet jata hai meray chalak honay tak [/COLOR][/B]

Zirwaan Khan Saturday, February 02, 2008 03:29 PM

Amy buhut khooob

[B]Aise na the hum ahl-e-dil,Itne kahaan kharab the
Hum bhi kisi ki aas the,Hum bhi kisi ka khwaab the[/B]

amy Saturday, February 02, 2008 03:37 PM

wah Tauqeer Sahab !

[B][COLOR="DarkSlateBlue"]tujhey khabar hai , tujhey sochney ki khatir hum
buhat sey kaam muqadar pe taal rakhtey hain
koi faisla bhi hum soch ker nahin kartey.......
bas tumahrey naam ka sikka uchaal rakhtey hain![/COLOR][/B]

Zirwaan Khan Saturday, February 02, 2008 03:42 PM

Shukhria Ammm
[B]
Har nagme ne unhi ki talab ka dya peghaaam
Har saaaz ne unhi ki sunnai sadaa mujhe[/B]

sara soomro Saturday, February 02, 2008 04:11 PM

[B][COLOR=#0000ff][/COLOR][/B]
[B][COLOR=#0000ff]wo bazahir tu mila tha aik lamhey ko adeem
umer sari chahiye us ko bhulany k liye !!!!!!![/COLOR][/B]

barren_vision Saturday, February 02, 2008 07:27 PM

2 char lafz bol kr ma khamosh ho gaya
Wo muskara k bolay bohat boltay ho tum[COLOR="Magenta"][/COLOR]

mariam_ji Saturday, February 02, 2008 10:29 PM

[COLOR="Plum"][I][B]woh mujh se rootha rahe ye manzoor hay lakin
yaro usse samjhao mera sheher na chore[/B][/I][/COLOR]

marwatone Sunday, February 03, 2008 06:02 AM

aik shair
 
[B][SIZE="4"][FONT="Comic Sans MS"][COLOR="Indigo"]Khairat kiya woh bhi jo mojood nahin tha
Too ne tahi dastoon ki sakhawat nahi dekhi[/COLOR][/FONT][/SIZE][/B]

qayym Sunday, February 03, 2008 01:22 PM

[COLOR="DarkRed"][B][SIZE="4"]wo paerr jin pay parindho kay ghar nahi hotay
daraz to hotay hain, magar, mout'bar nahi hotay[/SIZE][/B][/COLOR]

saitzaz Monday, February 04, 2008 10:58 AM

Sun Aey Sundar, Mujh Se Tu Ik Soda Ker Le
Mujhko Apni Yaadein De Kar, Mujh Se Mera Jeevan Ley Ley

-------------------------------------

darya mein qatray ki surat, gum ho jaun
apnay aap se baahir nikloon, tum ho jaun

sara soomro Monday, February 04, 2008 07:11 PM

[B][COLOR=#0000ff][/COLOR][/B]
[B][COLOR=#0000ff][/COLOR][/B]
[B][COLOR=#0000ff]bohat dinon se nahi apne darmiyan,wo shakhs...
udaas kar ke hamain chal diya,kahan wo shakhs...
wo jis ke naqshe qadam se chiragh jalte the...
jalaye chiragh to khud ban gya Dhuwan,wo shakhs....[/COLOR][/B]

qayym Monday, February 04, 2008 08:03 PM

[COLOR="Magenta"][FONT="Comic Sans MS"][SIZE="3"]KISI SER NIGOON SI TEHNI PAY RAKH LAIN GAY CHAR TINKAY
NA BULAND SHAKH HO GI NA GIRAY GA ASHIYANA[/SIZE][/FONT][/COLOR]

Princess Royal Tuesday, February 05, 2008 06:58 PM

Is ko naa-qadri-e-aalam ka sila kehte haiN
Mar gaye ham to zamaane ne bahut yaad kiya

Zirwaan Khan Tuesday, February 05, 2008 08:06 PM

[B]Aasmaan apne iradhooon mein magann hai laiken
Admi apne khayalat liye phirta hai[/B]

Princess Royal Tuesday, February 05, 2008 08:12 PM

Muje dard-e-ishq ka maza malum hai,
Dard-e-dil ki inteha malum hai
Zindgi bhar muskrane ki dua na dena muje
Muje pal bhar muskrane ki saza malum hai

Zirwaan Khan Tuesday, February 05, 2008 08:19 PM

buhut khoob Nida
[B]
saadagii par us kii mar jaane kii hasarat dil me.n hai
bas nahii.n chalataa ki phir Khanjar kaf-e-qaatil me.n hai

dekhanaa taqariir kii lazzat ki jo usane kahaa
mai.nne yah jaanaa ki goyaa yah bhii mere dil me.n hai[/B]

sara soomro Tuesday, February 05, 2008 08:20 PM

Nigahoon ko meri fursat kahan mehfil shanasi ki..
Mein dil k aaine mein jane kya kya dekh leta hoon..

Teri mehfil mein ja kar aur kuch dekha nahi jata..
Mein apni aankh se apna tamasha dekh leta hoon..

Princess Royal Tuesday, February 05, 2008 08:22 PM

Hausle zindagi ke dekhte hai
Chalo kuch roz jee ke dekhte hai
Baarishon se to pyas buzhtee nahin
Aao ab zeher pee ke dekhte hain

Zirwaan Khan Tuesday, February 05, 2008 08:27 PM

Zabardast once again sara

[B]sadamaa to hai mujhe bhii ki tujhase judaa huu.N mai.n
lekin ye sochataa huu.N ki ab teraa kyaa huu.N mai.n

bikharaa pa.Daa hai tere hii ghar me.n teraa vajuud
bekaar mahafilo.n me.n tujhe Dhuu.NDhataa huu.N mai.n [/B]

sara soomro Tuesday, February 05, 2008 08:28 PM

[I][COLOR=#0000ff]allaah re qaamayaabii-e-aavaaragaan-e-ishq
Khud gum huye to kyaa use paaye huye to hain[/COLOR][/I]

Princess Royal Tuesday, February 05, 2008 08:38 PM

Unki tasveer ko seene se laga lete hain
Iss tarah judai ka gham mitaa lete hain
Kisi tarah zikar ho jaye unka
To hanss kar bheegi palkein jhuka lete hain

Zirwaan Khan Tuesday, February 05, 2008 08:44 PM

[B]sach ye hai bekaar hame.n Gam hotaa hai
jo chaahaa thaa duniyaa me.n kam hotaa hai

Dhalataa suuraj phailaa ja.ngal rastaa gum
hamase puuchho kaisaa aalam hotaa hai [/B]

PHARM Tuesday, February 05, 2008 10:32 PM

[B][COLOR="SandyBrown"]Muhabbat rooh main utra hoa mousam hy, so jan-e-jan

Talu'q khatam karny sy muhabbat kam nahi hoti,

Baht kuch tujh sy b barh kar muyasar tha, muyasar hy

Magar Phir b najany Q teri Zaroorat kam nahi hoti[/COLOR][/B]

Muhammed Usman Wednesday, February 06, 2008 10:05 AM

hona tu wohi ha jo mukaddar mein likha ha
laykin mayray khawab, mayray khawab, mayray khawab

saitzaz Thursday, February 07, 2008 02:14 PM

Janiey Kis Qadar Bachay Ga Wo
Us Se Jab Hum Ghataaey Jaien Gay....!

Hum Door Se Hee Kar Letay Hein Deedar Sanam Ka
Moosa Ki Tarah Toor Pe Jaaya Nahi Kertay...!

qayym Thursday, February 07, 2008 10:42 PM

[COLOR="Black"][B][COLOR="Magenta"][SIZE="3"][FONT="Comic Sans MS"]KAHIIN KACCHE PHALON KO SANG-BAARII TOR DAIETII HAI
KAHIIN PHAL SUUKH JAATE HAIN KO’II PATTHAR NAHIIN LAGTAA[/FONT][/SIZE][/COLOR][/B][/COLOR]

Princess Royal Friday, February 08, 2008 10:16 PM

ikrar may shabdo ki ahmiyat nai hoti
dil ke jazbat ki awaz nai hoti
ankhen bayan kar deti hai dil ki dastan
mohabbat lafzo ki mohtaz nai hoti

ThE L@$T Le@F Friday, February 08, 2008 10:56 PM

[B][COLOR="Blue"]Kaisay ZinDa hain Hum SaZiShon k Mousam Mae
Ab Koi Khawaish Bhi nahin'Khawaishoon k mauSam Mae
UsaY MuJh SaY MoHaBbat Thi KuCh Is TerHa Ki
Jaisay HaLki.............Dhoop Ho Barishoon k mouSam Mae[/COLOR][/B]

marwatone Monday, February 11, 2008 09:44 AM

[FONT="Comic Sans MS"][SIZE="4"][COLOR="Indigo"]Mera naseeb hui talkhiyaa zamane ki
Kisi ne khoob saza di hai muskuraane ki
Mere khuda mujhe Tariq ka hausla ho ata
Zaroorat aan pari kashtiyaa jalaane ki[/COLOR][/SIZE][/FONT]

Princess Royal Monday, February 11, 2008 10:04 AM

Umar ki rah me raste badal jate hai
Waqt ki andhi me insan badal jate hai
Sochte hai tumhe itna yaad na kare
Lekin ankh band karte hi irade badal jate hai

ThE L@$T Le@F Monday, February 11, 2008 09:49 PM

[COLOR="Blue"][B][B]meray hathoon ki lakeeron mae ye aieb chupa hai mohsin
mae jis shaks ko choo loon wo mera nahin rehta!![/B][/B]![/COLOR]

maria_riaz2000 Monday, February 11, 2008 10:38 PM

nikalna kuldh se Adum ka suntay aiay hain lakin
bohut bay abro ho kar teray kochy se hum niklay

Dilrauf Monday, February 11, 2008 11:34 PM

Kaha thha boht, Na aana koochay mein doogi baar leken
din mein duss chakar lagaey koochay key,baray besharam nikley


05:33 AM (GMT +5)

vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.