ahem, arz kia hai
tumhare gham ki dali utha kar, zabaan peh rakh li hai dekh mein ne yeh qatra qatra pigal rahi hai, main qatra qatra he ji raha hoon....... |
@ all
ary wa bahi yahan to sab hi bary shair hain. well let me say some thing arz kia hi Tumary shahar ka mosam bara suhana lagy mi ik sham churaloon agar bura na lagy.... ------------------------------------ wo mera tha ye batana ageeb lagta hi ab us si ankh milana ageeb lagta hi bary khuloos si dawat to us ni baji hi per us ki bazm m jana ageeb lagta hi tha jis ka hath hamasha hamari hathon m ab us si hath milana ageeb lagta hi. |
jo hum na hoon tu zamay ki sans rukh jay
Quteel waqat kay seenay main hum darkhtay hain |
@ nazia niazi
.....................thanx ji aik aur shair arz kia hai........ ab dil mein hai jaan na sakat bazoon main hai ab ke muqable pe mere yaar aa gaye. |
Wo tou pani ka ek qatra hai jo aankh se bah jaye,
Ansuu tou wo hai jo tarap kar aankhon mein he reh jaye.... |
kanton ki tarhan hoon main raqeebon ki nazar main
rehtay hain meri ghaat main chay saat musulsul |
Daikha jo teer kha k kameen ghah ki terf,
Apney hi doustoun sey mulaqat ho gai |
phir yoon hua keh raste yakjaan nahein rahe
woh bhi ana parast tha mein bhi ana parast............. |
main hoon k mujhay dawa e ejaz e sukhan hai
wo hai k meri baat se kayal nahi hota |
@ prissygirl............nice one ji
tu ne musa ko nahaq takleef di, lutf aata agar yaad karte hamein jin ki ankhoon main tab-e-nazara na ho, un ko jalwa dekhane se kiya fayida |
01:59 AM (GMT +5) |
vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.