|
Share Thread: Facebook Twitter Google+ |
|
LinkBack | Thread Tools | Search this Thread |
#1
|
||||
|
||||
Mussir hain log .......
Mussir hain log keh tujhay yaad main kia na karoon
Tu bay wafa hai to phir main bhi kia wafa na karoon? Khuda to hota hi hai bay nayaz lekin Khuda parast hoon main kesay khuda khuda na karoon Gunah kehtay hain sub aarzoo-e-eeza ko Sitam yeh dekhye ke beemar hoon, dawa na karoon Sarapa chashm hoon, tujh ko na dekhoon yeh bandish Sarapa gosh hoon phir bhi tuhay suna na karoon? Ay meray zood faramosh bay basi hai lekin Chalay jo bus to teray waday ka aasra na karoon Khayal aur phir us ka khayal hai Sarwar Sulagti aag hai magar dil say juda na karoon |
|
|
Similar Threads | ||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Poetry of Ahmad Faraz | Wounded Healer | Urdu Poetry | 50 | Tuesday, January 25, 2011 12:04 AM |
Yeh Aankhen Bohat Satati Hain | sara soomro | Urdu Poetry | 0 | Wednesday, April 15, 2009 12:21 AM |
Yeh baatein jhooti batein hain | The Star | Urdu Poetry | 0 | Wednesday, January 14, 2009 04:07 PM |
Ab Jo Bichrey Hain Tu Ahsaas Howa Hai Humko | nazia niazi | Urdu Poetry | 1 | Saturday, May 26, 2007 02:28 AM |
Yeh zaroori to nahi | nazia niazi | Urdu Poetry | 2 | Thursday, January 04, 2007 12:28 PM |