Sunday, May 12, 2024
01:43 AM (GMT +5)

Go Back   CSS Forums > Off Topic Section > Poetry & Literature > Urdu Poetry

Reply Share Thread: Submit Thread to Facebook Facebook     Submit Thread to Twitter Twitter     Submit Thread to Google+ Google+    
 
LinkBack Thread Tools Search this Thread
  #1  
Old Tuesday, January 16, 2007
Junior Member
 
Join Date: Jan 2007
Posts: 6
Thanks: 8
Thanked 0 Times in 0 Posts
neelon is on a distinguished road
Arrow Yaa Zaroori to nahin

salam


Chahati Hun Tumhe.. Tumse Kahoon.. Yeh Zaroori To Nahin
Dil Dhadkata Hai Tumhare Liye... Tumse Kahon Yeh Zaroori To Nahin...

Meri Aakhon Me Tera Chehra Hai.. To Farq Hai Kyaa..
Mohabbat Hai Tumse Dil-o-Jaan Se.. Tumse Kahon Yeh Zaroori To Nahin..

Kuch Raaz-E-Dil Hum Bhi Rakhte Hai... Itna To Haq Hai..
Har Baat Ka Ikraar-e-Izhaar Tumse Karoo.. Yeh Zaroori To Nahi.n..

Chahana Hamar Anadaaz .. Marna Mohabbat Me Teri Kubool...
Tu Bhi Hume Chahe... Qayamat Ki Raat Tak.. Yeh Zaroori To Nahin.....

Mere Aasoon Hain.. Meri Tadap Hai.. Ise Bahaa-on Ya Chupaa-on...
Teri Palke Bhi Bheegain Hume Yaad Kar kay.. Yeh Zaroori To Nahin...

Chahati Hun Tumhe.. Tumse Kahon.. Yeh Zaroori To Nahin
Dil Dhadkata Hai Tumhare Liye... Tumse Kahon Yeh Zaroori To Nahin
Reply With Quote
  #2  
Old Thursday, January 18, 2007
myselfazm's Avatar
Junior Member
 
Join Date: Oct 2006
Location: New Delhi
Posts: 14
Thanks: 0
Thanked 3 Times in 3 Posts
myselfazm is on a distinguished road
Default Wah...

Bahut Khoob...
hamaara jawaab kuch yun hai...

Umr jalwon main basar ho ye jaroori to nahin,
Shab-e-gham ki sahar ho ye jaroori to nahin.

Neend to dard ke bistar pe bhi aa sakti hai,
Unke aagosh main sar ho ye jaroori to nahin.

Sabki saaqi pe nazar ho ye jaroori hai magar,
Sabpe saaqi ki nazar ho ye jaroori to nahin.

May God Bless you all good people...
__________________
'Azm'
New Delhi (India)
----------------
Bas ke dushwaar hai har kaam ka aasaan hona,
Aadmi ko hi Mayassar nahin insaan hona... Ghalib.
Reply With Quote
  #3  
Old Friday, January 19, 2007
ali akbar's Avatar
Junior Member
 
Join Date: Oct 2006
Location: Khairpur Sindh
Posts: 24
Thanks: 3
Thanked 14 Times in 7 Posts
ali akbar is on a distinguished road
Default

wah wah....

Udaasioon ka sabab jo likhna,
to ye bhi likhna
kay chand taaray,
shahaab ankhien badal gaye hain
wo zinda lamhay jo teri raahon mein
tere anay kay muntazir thay
wo thak kay raahon mien dhel gaye hain
wo teri yaadien, khayal tere,
wo ranj tere, milaal tere
wo teri ankhein, sawal tere
wo tum say mere tamaam
rishtay bichar gaye hain,
ujadh gaye hian
udaasioon ka sabab jo likna
to ye bhi likhna
leraztay hoonton pe larhkharhti,
dua kay soraj
peghal gaye hain
tamaam sapnay he jal gaye hain
baad marnay ke tum meri kahani likna
kese hoi bardaad meri jawani likhna
ye bhi likhna kay mere hoont hansi ko tarsay kese
bahta raha meri ankhoon say pani likna
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are On
Pingbacks are On
Refbacks are On


Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Faiz Ahmed Faiz Mazher Urdu Poetry 37 Thursday, November 22, 2018 11:50 AM
mujhay manzlon ki khabr nahin, isay raston ka pata nahin Astute Accountant Urdu Poetry 0 Tuesday, February 10, 2009 05:55 PM
Kisii kii aankh jo purnam nahin hai Muskan Ghuman Urdu Poetry 7 Friday, July 27, 2007 12:13 AM
Wafa ruswa nahin karna Last Island Urdu Poetry 0 Tuesday, January 09, 2007 01:48 PM


CSS Forum on Facebook Follow CSS Forum on Twitter

Disclaimer: All messages made available as part of this discussion group (including any bulletin boards and chat rooms) and any opinions, advice, statements or other information contained in any messages posted or transmitted by any third party are the responsibility of the author of that message and not of CSSForum.com.pk (unless CSSForum.com.pk is specifically identified as the author of the message). The fact that a particular message is posted on or transmitted using this web site does not mean that CSSForum has endorsed that message in any way or verified the accuracy, completeness or usefulness of any message. We encourage visitors to the forum to report any objectionable message in site feedback. This forum is not monitored 24/7.

Sponsors: ArgusVision   vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.