Wednesday, May 08, 2024
08:01 PM (GMT +5)

Go Back   CSS Forums > General > Discussion

Discussion Discuss current affairs and issues helpful in CSS only.

Closed Thread Share Thread: Submit Thread to Facebook Facebook     Submit Thread to Twitter Twitter     Submit Thread to Google+ Google+    
 
LinkBack Thread Tools Search this Thread
  #91  
Old Friday, June 03, 2011
Senior Member
 
Join Date: Jul 2010
Location: New York,Lahore
Posts: 679
Thanks: 988
Thanked 522 Times in 325 Posts
mjkhan is a name known to allmjkhan is a name known to allmjkhan is a name known to allmjkhan is a name known to allmjkhan is a name known to allmjkhan is a name known to all
Default

hamaray ghar ma jo maslay masail hain wo baad ma daikhay jain gey abhi poori duniya ap ki army k peechay lagee hai...we need to understand this...kya ap daikh nahee rahay k international media jo k praise kar raha tha david headley ko kiu k ye expect kiya ja raha tha k wo senior ISI officials k against bayan dey ga regarding mumbai attacks lakin jab us na ISI ko is bari o zima qarar diya to yehee david headly sheetan or evil ban geya...

kya ap na daikha nahee k aaj jab dir ma hamla huwa to PAK na foran afghanistan aur nato sa is ka ehtajaj kia..why?ye sirf cross border terrorism rukwanay k liye nahee ehtajaj kia geya balkay is ko broarder sense ma daikhna chahiye..the response of PAK was very quick.

americans and afghaneez are now giving us a taste of our own medicine..jis tarah hum ghair rayasti anasir k zariye afghanistan ko control kartay they ab amrici PTT aur dosray anasir k zariye hamay tang kar raha hai aur ye response hai PAK k afgahnistan ma mudakhilat ka jo k hamari majboori hai jab tak india apnay azaim pak nahee kar leta...

...americans for the last few years have been propagating against the nuclear assets of PAK and there emphasis in this regard was on the idea that PAK security agencies may have some pro alqaida activists in it..after PNS mehran attack there are some allegations on PAK navy to be a host of some al qaida cells...and moreover it is said that saleem shahzad was going to unveil the existance of these cells in army and airforce too...now the point is whether there are cells(this has still to be established) in our security institutions or not we should never give out this information to the world...it should be dealt from within the military apparatus...we should not be neutral when it comes to PAK rather we should be biased,biased in favour of PAK as all other countries of the world are..if there was existence of any such cells this thing should not be exposed(externally) by becoming too much possessed with the phenomenon of being neutral and sach ka sath.to tell the world of any such cells(if there are any at the first place) would mean to prepare a solid case against your neuclear assets for your opponents like an efficient lawyer...

this is seriously not the time to bring ISI and army in insaaf ka katehra especially when the interference of ISI is almost negligible in the politics due to the prevailing circumstances...dont you see why everything now a days is going against army and ISI...rah hamwar kee ja rahee hai...army everyday is loosing jawans and ISI i am sure would be working day and night for the interests of PAK...we have to have a unified stance against the world just at least for the time being with respect to our security agencies...
__________________
Puppet,Slave,Lover
The Following 2 Users Say Thank You to mjkhan For This Useful Post:
SYEDA SABAHAT (Friday, June 03, 2011), tknw01 (Friday, June 03, 2011)
  #92  
Old Friday, June 03, 2011
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Oct 2006
Posts: 1,549
Thanks: 618
Thanked 1,122 Times in 674 Posts
mhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud of
Default

Quote:
Originally Posted by mjkhan View Post
this is seriously not the time to bring ISI and army in insaaf ka katehra especially when the interference of ISI is almost negligible in the politics due to the prevailing circumstances...
to phir woh waqt kab aaye gaa dear,,, thora is baat pe bhi ghor karen ke hamari state kisi doosri nation ke saath "state of war" main nahin hai (hope you understand the term state of war means, it means like government of pakistan declared war on america or india ), phir kiyoon foj poori qom kee support maang rahi hai??? qom kis tarah se support kar sakti hai is time??? khamosh rahe, reliyan nikaale, khushi main mithai taqseem kare, cantonment main jaa ke jawanoon ke saath din guzare, paise de, khud nikal pare taliban se larne, kiya kare?? sirf isi liye is time pe support kee baat kee jaa rahi hai ke is time koi in kaa ihtisaab karne kee koshish na kare, kiyoonke is time yeh kamzor hain. yeh yaad rakhne kee baat hai ke "nation" aur "state" main faraq hota hai. jab nation "state of war" main ho tabhi state poori qom ko mutahid hone aur larne ke liye kehti hai, aur khuda nakhuwasta aisa waqt aaye to qom ke pass state kee foj ke shaana bashana larne ke siwa koi chara bhi nahin rehta.. is waqt to Pakistan ko kisi beroni foj kee jaarihiyat kaa saamna nahin hai, unhi militant groups se panga hai jin ko inhoon ne khud hee banaya, phir kis tarah kee support kee baaten kee jaa rahi hain. yaa to saaf bata den ke hamain qom is baat main is tarah se support kare, phir jo na kare woh gaddar. jab foj koi operation karti hai to inhi military waloon kee B teams (imran khan, molvi waghera) shor machati hain, qom bechari is main kiya to kar sakti hai aakhir. qom ko to inhoon ne khud divided rakha hai aaj tak, feudal, ethnic aur radical islamists ke groups main taqseem rakh ke.
__________________
The precondition for existence of a higher humanity is not the state, but the nation possessing the necessary ability.
  #93  
Old Friday, June 03, 2011
Senior Member
 
Join Date: Jul 2010
Location: New York,Lahore
Posts: 679
Thanks: 988
Thanked 522 Times in 325 Posts
mjkhan is a name known to allmjkhan is a name known to allmjkhan is a name known to allmjkhan is a name known to allmjkhan is a name known to allmjkhan is a name known to all
Default

Quote:
Originally Posted by mhmmdkashif View Post

ma ap ki baat sa poori tarah itifak karta hain k hum is waqt state of war ma nahee hain...balkay soorat a haal is waqt war situation sa bhi ziada gambheer hai yani k qaum ko yehee nahee pata k hum kis k khilaf lar rahey hain aur kon hamarey khilaf lar raha hai..for example aik shakhs kahey ga ye taliban hain,dosra kahey k ye amrica hai,teesra kahey ga ye india hai aur ajj kal aik chotha group bhi bana huwa hai jo kehta hai k ye to navy aur army k beech k loogo na hee attack karaya etc etc..to esi soorat a haal ma hamain aik dosray ji madad karni chahiye na k mauqay sa faida utha kar fauj ka ihtasab karna chahiye....wesay 36000 janoo k zia k bad bhi ap ko ye jang nahee lagti(now one should not get into the petty issues of defining what an official war is..the present situation fulfils each and every condition of a war apart from an official declaration)

ma kiu khilaf hon is waqt fauj k khilaf bolnay sa?

1. ap k security adaray is waqt, ap k dushmano aur esay anasir jin k mufad ap k mufadat sa contradiction rakhtay hain,un k nishanay par hain?wo kiu hain khilaf hamari fauj k?is k jawam ma hee meri hamyat chuhpi hai fauj k liye...

2.is baat sa hamay inkar nahee karna chahiye k ap k mulk agar koi institution is waqt capable enough hai berooni anasir sa mojoda soorat a haal par muzakarat karnay aur situation ko handle karnay k liye to wo fauj hee hai..(0kia ap ye kehnay ma hichkachahat mehsoos kartay hain k ap k politicians to pesay,iqtadar ki hatir apna imaan bhi bech dain aur ye mulk bhi?aur kia ap ye keh saktay hain k hamari army kabhi mulk ko bech sakti hai?nahee kabhi bhi nahee..is mulk ko NRO walon k dum par chohra nahee ja sakta) agar koi aur idara is qabil hai to mujhey bataiye?

aur jahan tak baat hai ehtasaab ki to ye bhi define kijiye kis ka ehtasaab?general kyani ka?shuja pasha ka?inho na to mawraey ain(constitution) koi qadam hee nahee uthaya..to phir ye kis qisam k ehtasaab ki baat ho rahee hai?..baat honi chahiye military ko under subjection karnay ki under civilian control ki..jo k army k khilaf bolnay ki bajaey politicians ko neend sa jaga kar kiya ja sakta hai..baat honi chahiye judiciary ko mazboot karnay ki(ab ap yahan par ap mujhey bataiye k kon hai jo judiciary ko strong nahee daikhna chahta?aur ye jo judiciary ko strong nahee daikhna chahta yehee hai military quoz ki waja)..agar ehtasaab karna hai to musharaf aur us k sath military quo karnay waley 3 gernalon k ehtasaab karain aur zia ka ehtasaab karain agar kar saktain hain to...aur is majooda parlimani hakumat ka ehatsaab karain..ye kiu nahee paband karti army ko k us k diya janey waley budget ka audit ho..ISI k political wing ko kiu nahee band karwati ye hakumat..hum loog ISI ko criticise to kar detay hain lakin ye baat bohat kum loog jantay hain k ISI apnay shauq sa polticis ma mudakhilat nahee karti balkay us kay legal manifesto ma politics ma interfere karna shamil hai to politicians is ko kiu nahee reverse kartay..ISI has legal permission to interfere in politics(source general hameed gul on T.V)

ab zara mujhey jazbaat ma beh lenay dain aur ye keh lenay dain k jahan sa ma dekhta hon ap ki ISI MASHALLAH bohat acha kam kar rahee hai ap is ko appreciate karain na k 1965 aur 1971 ki jaangain yaad dilain...ap ki agency kis tarah acha kam kar rahee hai?

is waqt is hitay ma duniya ki mukhtalif secret agecian kam kar rahin hain aur sab k apnay apnay interest hain...par ISI ap k interst ko protect kar rahee hai..agar CIA,mosaad,RAW,MI-6 ma dum hota to wo sirf onfield hum sa muqabila kartin lakin wo jub daikhtin hain k ISI un ki rah ma rukawat hai to aur is ko qaboo karna mushkil hai to kabhi mumbai attack ka ilzam laga kar isay badnaam karnay ki koshish ki jati hai aur kabhi isay civilian control ma karnay ki koshish ki jati hai..poori duniya ma ISI k khilaf baatain hotin hain k ye terrorist hain kiu k jub ISI ap k mufad ki hifazat karti hai aur dosron k azaim nakaam banati hai to ye terrorist bun jati hai aur terrorist kon hota hai ye ap behtar jantay hain yani k amrica k against kam karnay wala har idara terrorist hai....aur hum loog ye bhool jatey hain k ISI hamari military ki backbone hai aur asli khadaf ap ki military hai aur guzishta kuch arsay ma ronoma honay waley waqiat sa ma to convinced hon k ap ki army k against kaam kia ja raha hai

ap na kabhi socha hai k ISI ko civilian control ma denay ki kiu baatain hoti hain?kiu k civilian control ka control kahin aur hai..

baharhaal ab ap mujhey ye clear kar dain aj k jab kaha jata hai k military ka ehtasaab hona chahiye to is sa ap ki murad kia hoti hai?
__________________
Puppet,Slave,Lover
The Following User Says Thank You to mjkhan For This Useful Post:
mhmmdkashif (Friday, June 03, 2011)
  #94  
Old Friday, June 03, 2011
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Oct 2006
Posts: 1,549
Thanks: 618
Thanked 1,122 Times in 674 Posts
mhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud of
Default

Quote:
Originally Posted by mjkhan View Post
ma ap ki baat sa poori tarah itifak karta hain k hum is waqt state of war ma nahee hain...balkay soorat a haal is waqt war situation sa bhi ziada gambheer hai yani k qaum ko yehee nahee pata k hum kis k khilaf lar rahey hain aur kon hamarey khilaf lar raha hai..for example aik shakhs kahey ga ye taliban hain,dosra kahey k ye amrica hai,teesra kahey ga ye india hai aur ajj kal aik chotha group bhi bana huwa hai jo kehta hai k ye to navy aur army k beech k loogo na hee attack karaya etc etc..to esi soorat a haal ma hamain aik dosray ji madad karni chahiye na k mauqay sa faida utha kar fauj ka ihtasab karna chahiye....wesay 36000 janoo k zia k bad bhi ap ko ye jang nahee lagti(now one should not get into the petty issues of defining what an official war is..the present situation fulfils each and every condition of a war apart from an official declaration)

ma kiu khilaf hon is waqt fauj k khilaf bolnay sa?

1. ap k security adaray is waqt, ap k dushmano aur esay anasir jin k mufad ap k mufadat sa contradiction rakhtay hain,un k nishanay par hain?wo kiu hain khilaf hamari fauj k?is k jawam ma hee meri hamyat chuhpi hai fauj k liye...

2.is baat sa hamay inkar nahee karna chahiye k ap k mulk agar koi institution is waqt capable enough hai berooni anasir sa mojoda soorat a haal par muzakarat karnay aur situation ko handle karnay k liye to wo fauj hee hai..(0kia ap ye kehnay ma hichkachahat mehsoos kartay hain k ap k politicians to pesay,iqtadar ki hatir apna imaan bhi bech dain aur ye mulk bhi?aur kia ap ye keh saktay hain k hamari army kabhi mulk ko bech sakti hai?nahee kabhi bhi nahee..is mulk ko NRO walon k dum par chohra nahee ja sakta) agar koi aur idara is qabil hai to mujhey bataiye?

aur jahan tak baat hai ehtasaab ki to ye bhi define kijiye kis ka ehtasaab?general kyani ka?shuja pasha ka?inho na to mawraey ain(constitution) koi qadam hee nahee uthaya..to phir ye kis qisam k ehtasaab ki baat ho rahee hai?..baat honi chahiye military ko under subjection karnay ki under civilian control ki..jo k army k khilaf bolnay ki bajaey politicians ko neend sa jaga kar kiya ja sakta hai..baat honi chahiye judiciary ko mazboot karnay ki(ab ap yahan par ap mujhey bataiye k kon hai jo judiciary ko strong nahee daikhna chahta?aur ye jo judiciary ko strong nahee daikhna chahta yehee hai military quoz ki waja)..agar ehtasaab karna hai to musharaf aur us k sath military quo karnay waley 3 gernalon k ehtasaab karain aur zia ka ehtasaab karain agar kar saktain hain to...aur is majooda parlimani hakumat ka ehatsaab karain..ye kiu nahee paband karti army ko k us k diya janey waley budget ka audit ho..ISI k political wing ko kiu nahee band karwati ye hakumat..hum loog ISI ko criticise to kar detay hain lakin ye baat bohat kum loog jantay hain k ISI apnay shauq sa polticis ma mudakhilat nahee karti balkay us kay legal manifesto ma politics ma interfere karna shamil hai to politicians is ko kiu nahee reverse kartay..ISI has legal permission to interfere in politics(source general hameed gul on T.V)

ab zara mujhey jazbaat ma beh lenay dain aur ye keh lenay dain k jahan sa ma dekhta hon ap ki ISI MASHALLAH bohat acha kam kar rahee hai ap is ko appreciate karain na k 1965 aur 1971 ki jaangain yaad dilain...ap ki agency kis tarah acha kam kar rahee hai?

is waqt is hitay ma duniya ki mukhtalif secret agecian kam kar rahin hain aur sab k apnay apnay interest hain...par ISI ap k interst ko protect kar rahee hai..agar CIA,mosaad,RAW,MI-6 ma dum hota to wo sirf onfield hum sa muqabila kartin lakin wo jub daikhtin hain k ISI un ki rah ma rukawat hai to aur is ko qaboo karna mushkil hai to kabhi mumbai attack ka ilzam laga kar isay badnaam karnay ki koshish ki jati hai aur kabhi isay civilian control ma karnay ki koshish ki jati hai..poori duniya ma ISI k khilaf baatain hotin hain k ye terrorist hain kiu k jub ISI ap k mufad ki hifazat karti hai aur dosron k azaim nakaam banati hai to ye terrorist bun jati hai aur terrorist kon hota hai ye ap behtar jantay hain yani k amrica k against kam karnay wala har idara terrorist hai....aur hum loog ye bhool jatey hain k ISI hamari military ki backbone hai aur asli khadaf ap ki military hai aur guzishta kuch arsay ma ronoma honay waley waqiat sa ma to convinced hon k ap ki army k against kaam kia ja raha hai

ap na kabhi socha hai k ISI ko civilian control ma denay ki kiu baatain hoti hain?kiu k civilian control ka control kahin aur hai..

baharhaal ab ap mujhey ye clear kar dain aj k jab kaha jata hai k military ka ehtasaab hona chahiye to is sa ap ki murad kia hoti hai?
hmmm, is had tak to main bhi aap kee baat se itefaq karta hoon ke mojooda civilian leadership is crisis main to nuqsan hee kare gee sab kaa. foj ke ihtisaab se meri zaati murad yeh hai ke is waqt foj aur us kee agencies ko mukammil tarah is baat kaa ihsas dilaya jaae ke is crisis ke baad aaenda kabhi woh apne siyasi tajarbe nahin kare gee aur apne ideological injection is qom ko nahin lagaye gee. aaj jo bhi is mulk kee halat hai woh in ke experiments aur injections kee waja se hee hai. politics aur civil forces ko kaam karne diya jaaye, gradually yeh sab improve ho jaayen ge, chahe is main 100 saal lagen chahe 200 saal. hamare saamne India kee misal hai, taqreeban similar social aur political conditions main donoon mulk aazad hue aur same idaare donoon ne inherit kiye, laikin aaj India roz ba roz aik assertive nation banti jaa rahi hai aur hum abhi tak sirf aik "security state" hain.
__________________
The precondition for existence of a higher humanity is not the state, but the nation possessing the necessary ability.
The Following User Says Thank You to mhmmdkashif For This Useful Post:
mjkhan (Friday, June 03, 2011)
  #95  
Old Friday, June 03, 2011
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason:
 
Join Date: Oct 2006
Posts: 1,549
Thanks: 618
Thanked 1,122 Times in 674 Posts
mhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud ofmhmmdkashif has much to be proud of
Default

Quote:
Originally Posted by mjkhan View Post
wesay 36000 janoo k zia k bad bhi ap ko ye jang nahee lagti(now one should not get into the petty issues of defining what an official war is..the present situation fulfils each and every condition of a war apart from an official declaration)
war against who?? sab ko agar pata nahin hai to "bakhabar" logoon ko to pata hoga ke dushman kon hai aur woh kis se lar rahe hain, phir seedha sach kiyoon nahin batate logoon ko ke hamari policy yeh rahi thi, is waqt yeh hai, aur is waqt hamain is tarah kee mushkilat hain aur qom hamara is baat main saath de. jhoot aur doghla pan kiyoon dikha rahe hain sab ke sab. aaj kal to military chief kaa PMA main khitab bhi "address to the nation" jaisee baat ban gayi hai, woh hee wahan pe sach baat keh den bhai hamare pechle General sahab ne yeh policy rakhi thi, ab civilian government yeh policy rakh rahi hai . dar kis baat kaa hai.
__________________
The precondition for existence of a higher humanity is not the state, but the nation possessing the necessary ability.
The Following User Says Thank You to mhmmdkashif For This Useful Post:
mjkhan (Friday, June 03, 2011)
  #96  
Old Friday, June 03, 2011
Senior Member
 
Join Date: Nov 2010
Location: MZD
Posts: 237
Thanks: 67
Thanked 84 Times in 70 Posts
khanbaba512 will become famous soon enough
Default

Quote:
Originally Posted by mhmmdkashif View Post
war against who?? sab ko agar pata nahin hai to "bakhabar" logoon ko to pata hoga ke dushman kon hai aur woh kis se lar rahe hain, phir seedha sach kiyoon nahin batate logoon ko ke hamari policy yeh rahi thi, is waqt yeh hai, aur is waqt hamain is tarah kee mushkilat hain aur qom hamara is baat main saath de. jhoot aur doghla pan kiyoon dikha rahe hain sab ke sab. aaj kal to military chief kaa PMA main khitab bhi "address to the nation" jaisee baat ban gayi hai, woh hee wahan pe sach baat keh den bhai hamare pechle General sahab ne yeh policy rakhi thi, ab civilian government yeh policy rakh rahi hai . dar kis baat kaa hai.
kashif sb ap bhul rhy hain g apne "PETI BHAI" k policies ko bura nahi kaha jata..general sb ne kaha jo tha k "HUM NE DEHSAT GARDOUN KI KAMAR TOOR DI HA"..OSAMA apnay compound ki chatt pe beth k yeh sb sun rha hoga us waqt
__________________
La Fatah Illa ALI la SAIF illa Zulfikar
The Following User Says Thank You to khanbaba512 For This Useful Post:
mhmmdkashif (Friday, June 03, 2011)
  #97  
Old Friday, June 03, 2011
Hamza Salick's Avatar
Senior Member
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason: CSP Medal: Awarded to those Members of the forum who are serving CSP Officers - Issue reason: CE 2010 - Merit 25Member of the Year: Awarded to those community members who have made invaluable contributions to the Community in the particular year - Issue reason: Elite CSP Medal: Members who previously received (CSP Award  and Member of the Year Award ) OR (CSP award + Gold Medal + Medal of Appreciation) are eligible for this award. - Issue reason:
 
Join Date: Jul 2009
Location: Lahore,Multan,Durham(UK),Gilgit-Baltistan
Posts: 912
Thanks: 753
Thanked 1,898 Times in 694 Posts
Hamza Salick is a name known to allHamza Salick is a name known to allHamza Salick is a name known to allHamza Salick is a name known to allHamza Salick is a name known to allHamza Salick is a name known to all
Post

Quote:
Originally Posted by mhmmdkashif View Post
hmmm, is had tak to main bhi aap kee baat se itefaq karta hoon ke mojooda civilian leadership is crisis main to nuqsan hee kare gee sab kaa. foj ke ihtisaab se meri zaati murad yeh hai ke is waqt foj aur us kee agencies ko mukammil tarah is baat kaa ihsas dilaya jaae ke is crisis ke baad aaenda kabhi woh apne siyasi tajarbe nahin kare gee aur apne ideological injection is qom ko nahin lagaye gee. aaj jo bhi is mulk kee halat hai woh in ke experiments aur injections kee waja se hee hai. politics aur civil forces ko kaam karne diya jaaye, gradually yeh sab improve ho jaayen ge, chahe is main 100 saal lagen chahe 200 saal. hamare saamne India kee misal hai, taqreeban similar social aur political conditions main donoon mulk aazad hue aur same idaare donoon ne inherit kiye, laikin aaj India roz ba roz aik assertive nation banti jaa rahi hai aur hum abhi tak sirf aik "security state" hain.
Exactly my point...and is rationale stance pe bhi if someone thinks that we are anti-military,and 'traitors' tw yar hum afsose k ilawa kya kar sakte hain...in cheezon se aap ki military sirf or sirf mazboot hogi and it would retain its its lost dignity among the public..this would serve to make them a better institution..Atleast if you people are aspiring civil servants tw yar civil institutions k khilaf tw batein mt kro..atleast try to strengthen them through your words and your ideology..yahan I see many people aspire to join the civil service,and still they are so much an 'Army's pet' and so much against the civilian institutions that it feels hypocritical..Civil institutions itney hi burey hain yar tw na join kro na unhey..If we cant even talk about taking back the initiative that has been snatched away from civilian institutions,then what good are we..And if politicians can be held accountable openly,then why not the generals??Everybody is equal before the law..Ya is ki bhi explanation de dijye k 'Yes everyone is equal before the law but some(top military brass) are more equal'..Shukr he esi bachgana theories kahin prhai nahy jati.and thankfully ine dunya mzak me hi ura dayti hey..Lagta hey bhai ALL KNOWING political theorists tw isi form pe bethe hain,baki dunya tw ubi tk stone age se aagey hi nahy barhi
__________________
I shall either find a way,or make one
'Wa tu izzu man-ta shaa, wa tu zillu man-ta shaa'
The Following 2 Users Say Thank You to Hamza Salick For This Useful Post:
mhmmdkashif (Friday, June 03, 2011), mjkhan (Friday, June 03, 2011)
  #98  
Old Friday, June 03, 2011
Xeric's Avatar
Provincial Civil Service
Medal of Appreciation: Awarded to appreciate member's contribution on forum. (Academic and professional achievements do not make you eligible for this medal) - Issue reason: PMS / PCS Award: Serving PMS / PCS (BS 17) officers are eligible only. - Issue reason: Diligent Service Medal: Awarded upon completion of 5 years of dedicated services and contribution to the community. - Issue reason:
 
Join Date: Aug 2007
Posts: 2,639
Thanks: 430
Thanked 2,335 Times in 569 Posts
Xeric is a bearer of wisdomXeric is a bearer of wisdomXeric is a bearer of wisdomXeric is a bearer of wisdomXeric is a bearer of wisdomXeric is a bearer of wisdomXeric is a bearer of wisdomXeric is a bearer of wisdomXeric is a bearer of wisdomXeric is a bearer of wisdomXeric is a bearer of wisdom
Default

Pakistan can come out of such critical condition only when we have to get some hard decisions. There is need of changing Afghan - US policy. Major changes in internal policy to overthrow the person who are on the screen of power since inception.

We have infrastructure, govt. machinery, well trained bureaucracy, huge natural resources, sea ports, best climate for agriculture. We just need to change our attitude. Only one leader can change the fate of nation like Dr Muhatir Muhammad, Abraham Lincoln, Martin Luther King, Jinnah, Z.A. Bhutto.

Our savior will rise among us, he will not be from the outer space. We just need to be sincere to our soil, to be honest will our task and duty. Every one should be sincere to the country in their capacity. No one wants a person to be superficial rather in reality one should give his good performance for the country in his/her capacity.
__________________
No matter how fast i run or how far i go it wont escape me, pain, misery, emptiness.
  #99  
Old Friday, June 03, 2011
Senior Member
 
Join Date: Jul 2010
Location: New York,Lahore
Posts: 679
Thanks: 988
Thanked 522 Times in 325 Posts
mjkhan is a name known to allmjkhan is a name known to allmjkhan is a name known to allmjkhan is a name known to allmjkhan is a name known to allmjkhan is a name known to all
Default

Quote:
Originally Posted by mhmmdkashif View Post
hmmm, is had tak to main bhi aap kee baat se itefaq karta hoon ke mojooda civilian leadership is crisis main to nuqsan hee kare gee sab kaa. foj ke ihtisaab se meri zaati murad yeh hai ke is waqt foj aur us kee agencies ko mukammil tarah is baat kaa ihsas dilaya jaae ke is crisis ke baad aaenda kabhi woh apne siyasi tajarbe nahin kare gee aur apne ideological injection is qom ko nahin lagaye gee. aaj jo bhi is mulk kee halat hai woh in ke experiments aur injections kee waja se hee hai. politics aur civil forces ko kaam karne diya jaaye, gradually yeh sab improve ho jaayen ge, chahe is main 100 saal lagen chahe 200 saal. hamare saamne India kee misal hai, taqreeban similar social aur political conditions main donoon mulk aazad hue aur same idaare donoon ne inherit kiye, laikin aaj India roz ba roz aik assertive nation banti jaa rahi hai aur hum abhi tak sirf aik "security state" hain.
aap ki aik aik baat bilkul thekk hai...sirf aik baat ma kahun ga k army civilians k under sirf tab ho gee jab

1.NRO zada aur corrupt poloiticians iqtadar sa hatain gey(aur jab tak ye nahee hatatin gey tab tak army ko civilian control k under absolute toor par hona bhi nahee chahiye) jin loogon k apnay daman par dagh laga ho wo kisi par kia ungli uthain gey...

2.jis din civilian govt. chahey gee k army civilian control ma aey..ap k wazir e azam ko kis na rooka hai k army chief ko bula kar kahain k han bhai kayani hum na tumhay 450 arab rupay diye they batao un ka kya kia?ab ye kaam army na nahee karnay civilian govt. na karnay hain

Quote:
Originally Posted by mhmmdkashif View Post
war against who?? sab ko agar pata nahin hai to "bakhabar" logoon ko to pata hoga ke dushman kon hai aur woh kis se lar rahe hain, phir seedha sach kiyoon nahin batate logoon ko ke hamari policy yeh rahi thi, is waqt yeh hai, aur is waqt hamain is tarah kee mushkilat hain aur qom hamara is baat main saath de. jhoot aur doghla pan kiyoon dikha rahe hain sab ke sab. aaj kal to military chief kaa PMA main khitab bhi "address to the nation" jaisee baat ban gayi hai, woh hee wahan pe sach baat keh den bhai hamare pechle General sahab ne yeh policy rakhi thi, ab civilian government yeh policy rakh rahi hai . dar kis baat kaa hai.
G han army ko batana chahiye k hum kis k khilaf lar rahey hain..wo khul kar kiu nahee batatey aur aik stance qaum k samnay kiu nahee rakhtay?har kisi ko terrorist k umberalla ki protection kiu dee jati hai?ap k wazeer a dakhla on record keh chukay hain k balochistan ma india involve hai aur duniya k mukhtalif mumalik hamarey against kaam kar rahey hain to phir saari qaum ko khul kar bataya jaey wo koon hain...par aik baat aur bhi yahan hai k kuch to majboorian fauj ki bhi hoti hain matlub ab army ye bata k ,k flan kaam america ka hai U.S k sath open war ma bhi to ni ja sajkti..lakin agar india hai to is baat ko khul kar bataya jaey..

jamhoori idaray jitnay marzi corrupt aur kamzoor hon in ko chalnay dena chahiye...democracy should be allowed to evolve in PAK..badtareen jamhoriat behtareen amriat s waqai achi hai..i am not a slave k aik aamir a k meray upar beth jaey aur jo marzi karta phiray..bhair bakrion wala salook nahee hona chaihiye hamarey sath...is mulk ko afrad ki nahee institution ki zaroorat hai...
__________________
Puppet,Slave,Lover
The Following User Says Thank You to mjkhan For This Useful Post:
mhmmdkashif (Friday, June 03, 2011)
  #100  
Old Friday, June 03, 2011
Senior Member
 
Join Date: Sep 2009
Location: Karachi
Posts: 144
Thanks: 27
Thanked 39 Times in 27 Posts
m.furqan08 will become famous soon enough
Default

1.NRO zada aur corrupt poloiticians iqtadar sa hatain gey(aur jab tak ye nahee hatatin gey tab tak army ko civilian control k under absolute toor par hona bhi nahee chahiye) jin loogon k apnay daman par dagh laga ho wo kisi par kia ungli uthain gey...

benazir or us ka assistants ka saath NRO meetings ma kon tha Kyani thay ya nahi ?NRO ka drama wo he anti-americanism type ka drama ha,ek taraf aid,equipments purchase kartay rahay or dosri taraf america ko gali diwlatay rahay.Ab kuch be ho awam anti-americanism ma is had tak ja chukay ha ka Ab hamari elite america sa baat karna ka be to kahti ha to awam usay be gali da detay ha.Army pa zaida criticism america ke waja sa hoti ha,shamsi airbase UAE ko deya howa ha,kitnay bando na jaloos nekala us ka against.
As kashif said "SACH BATAO AWAM KO"

2.jis din civilian govt. chahey gee k army civilian control ma aey..ap k wazir e azam ko kis na rooka hai k army chief ko bula kar kahain k han bhai kayani hum na tumhay 450 arab rupay diye they batao un ka kya kia?ab ye kaam army na nahee karnay civilian govt. na karnay hain

Agreed.Our civilian government got the opportunity to ask questions about the money.
The Following 2 Users Say Thank You to m.furqan08 For This Useful Post:
Malmeena Khan (Friday, June 03, 2011), mhmmdkashif (Friday, June 03, 2011)
Closed Thread

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are On
Pingbacks are On
Refbacks are On

CSS Forum on Facebook Follow CSS Forum on Twitter

Disclaimer: All messages made available as part of this discussion group (including any bulletin boards and chat rooms) and any opinions, advice, statements or other information contained in any messages posted or transmitted by any third party are the responsibility of the author of that message and not of CSSForum.com.pk (unless CSSForum.com.pk is specifically identified as the author of the message). The fact that a particular message is posted on or transmitted using this web site does not mean that CSSForum has endorsed that message in any way or verified the accuracy, completeness or usefulness of any message. We encourage visitors to the forum to report any objectionable message in site feedback. This forum is not monitored 24/7.

Sponsors: ArgusVision   vBulletin, Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.